Ban Banke Bigadti Hai Song Lyrics from the movie/album Guzara released in the year 2018 starring Karan Dewan, Jabben Jalil. The song Ban Banke Bigadti Hai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by S M Yusuf. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan

Ban Banke Bigadti Hai Lyrics

Pal Bhar Me Gayi Tut Wo
Tadbir Ke Dhage
Tadbir Ke Pal Chalte Hai
Takdir Ke Aage
Ro De Jo Koi Dekhe
Tasvir Garibo Ki
Ban Ban Ke Bigadti Hai
Takdir Garibo Ki Ho Takdir Garibo Ki

Dukh Dard Ki Aandhi Me
Jalta Hai Deeya Apna
Jalta Hai Deeya Apna
Jhuthi Hai Har Ek Aasha
Jhutha Hai Har Ek Sapna
Jhutha Hai Har Ek Sapna
Yu Thokre Khati Hai Takdir Garibo Ki
Ban Ban Ke Bigadti Hai
Takdir Garibo Ki Ho Takdir Garibo Ki

Insan Bhi Insa Ka
Humdard Nahi Hota
Humdard Nahi Hota
Dil Rakhte Hai Sine Me
Par Dard Nahi Hota
Par Dard Nahi Hota
Ae Duniya Bata Kya Hai
Takdir Garibo Ki
Ban Ban Ke Bigadti Hai
Takdir Garibo Ki Ho Takdir Garibo Ki

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Mangeshkar, Ban banke bigadti hai taqdeer gareebon ki lata mangeshkar (1954) ghulam mohammad, Ghulam mohammad raja mehdi ali khan, Haye taqdeer meri banke bigadti kyon (from 'jal tarang'), Lata mangeshkar & mohd. rafi, Ban ban ke bigadti hai, Kishore kumar nakhrewali lyrics, Kisi pe dil agar aa jaye toh kya hota hai lyrics, Unforgettable lata mangeshkar (remastered), Chadhti jawani with lyrics, Hamen raste mein chhede kyun mohammad rafi, Joru ka ghulam songs