Ban Ban Ke Mit Gayi Hain Song Lyrics from the movie/album Gauna released in the year 2016 starring Usha Kiran, Wasti. The song Ban Ban Ke Mit Gayi Hain was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, Shamshad Begum. This movie/album was directed by Amiya Chakrabarty. The music was given by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ban Ban Ke Mit Gayi Hain Lyrics

Mujhse Ye Keh Rahi Hain
Mujhse Ye Keh Rahi Hain
Taqdeer Ki Lakeeren
Ban Ban Ke Mit Gayi Hain
Taqdeer Ki Lakeeren
Ban Ban Ke Mit Gayi Hain

Wo Din Hai Yaad Mujhko
Main Hosh De Chuki Thhi
Dulha Koi Bana Thha
Dulhan Koi Bani Thhi
Aankhen Khuli To Dekha
Dulhan Ye Keh Rahi Thhi
Ban Ban Ke Mit Gayi Hain
Ban Ban Ke Mit Gayi Hain
Mujhse Ye Keh Rahi Hain
Taqdeer Ki Lakeeren
Ban Ban Ke Mit Gayi Hain

Hai Har Taraf Andhera
Kaise Tujhe Bulaaoon
Chalti Hai Gham Ki Aandhi
Kaise Diya Jalaaoon
Ab Tu Mujhe Bhula De
Aur Main Tujhe Bhula Doon
Badlengi Ab Na Sajni
Badlengi Ab Na Sajni
Taqdeer Ki Lakeeren
Ban Ban Ke Mit Gayin Hain
Taqdeer Ki Lakeeren
Badlengi Ab Na Sajni

Sun Ek Baat Meri
Aansoo Bahaane Waale
Khud Jal Ke Doosron Ko
Toone Diye Ujaale
Tu Bhi Hansega Ek Din
Mujhko Hansaane Waale
Mit Mit Ke Phir Banengi
Mit Mit Ke Phir Banengi
Taqdeer Ki Lakeeren
Mujhse Ye Keh Rahi Hain
Taqdeer Ki Lakeeren
Mit Mit Ke Phir Banengi.

Share your thoughts

No Keywords