He Apun Kaun
Bambaiya
He Apun Kaun
Bambaiya
Katai Wandi Katai Wandi
Katai Wandi Katai Wandi
Katai Wandi Katai Wandi
He Bambai Ne Paida Kiya
Bambai Ne Bada Kiya
Bambai Ne Khana Diya
Bambai Ne Pina Diya
Are Bambai Ne Paida Kiya
Bambai Ne Bada Kiya
Bambai Ne Khana Diya
Bambai Ne Pina Diya
Phir Bhi Dil Nikla Harjai
Pyar Ka Sambar Khila Ke Mujhe
Pyar Ka Sambar Khila Ke Mujhe
Dhose Wali Ne Dil Le Liya
Pyar Ka Sambhar Khila Ke Mujhe
Dhose Wali Ne Dil Le Liya
He Apun Kaun
Bambaiya
Ha Apun Kaun
Bambaiya
Kora Kora Kora Chikna Badan Tera
Dekha Tujhe To Dil Phisal Gaya Mera
Bali Umar Teri Solah Baras Waali
Patli Kamar Teri Phoolo Ki Hai Daali
Bambai Ki Ladkiyo Mein
Husn Kuch Kam Nahi
Hum Ko Na Pasand Kare
Unme Itna Dum Nahi
Phir Bhi Dil Mein Tu Samai
Jalwo Ka Rasam Aaye Haay
Jalwo Ka Rasam Pila Ke Mujhe
Ek Upme Waali Ne Dil Le Liya
Are Pyar Ka Sambhar Khila Ke Mujhe
Dhose Wali Ne Dil Le Liya
Ae Apun Kaun
Bambaiya
Ae Apun Kaun
Bambaiya
Aankho Mein Hai Gussa
Hotho Pe Hai Hasi
Tune Suna Hoga
Hasi Jo Wo Phasi
Upar Upar Garam
Andar Andar Naram
Picha Karenge Hum
Tera Janam Janam
Humse Tujhe Chhine Koi
Kisi Mein Ye Dum Nahi
Humne Kasam Li Hai Yahan
Tu Nahi To Hum Nahi
Tujhpe Jaa Humne Lutaai
Chahat Ki Chatni Aaye Haay
Chahat Ki Chatni Chata Ke Mujhe
Ek Idli Waali Ne Dil Le Liya
Are Pyar Ka Sambhar Khila Ke Mujhe
Dhose Wali Ne Dil Le Liya
Ae Apun Kaun
Bambaiya
Ae Apun Kaun
Bambaiya
Hay Amma Hay Amma
De De Mujhe De De Pyar Ki Nishani
Hogi Teri Hogi Badi Mehrbaani
Bambaiya Raja Madrasan Rani
Tere Mere Aage Duniya Bhare Paani
Bambai Madrash Ka
Ye Hona Tha Sangam Yahi
Jaan Rahe Ya Na Rahe Hoga Pyar Kam Nahi
Tauba Re Tauba Duhaai
Kanjiwaram
Kanjiwaram
Kanjiwaram Se Riza Ke Mujhe
Haay Nakhre Waali Ne Dil Le Liya
Are Pyar Ka Sambhar Khila Ke Mujhe
Dhose Wali Ne Dil Le Liya
Bambai Ne Paida Kiya
Bambai Ne Bada Kiya
Bambai Ne Khana Diya
Bambai Ne Pina Diya
Phir Bhi Dil Nikla Harjai
Are Pyar Ka Sambhar Khila Ke Mujhe
Pyar Ka Sambhar Khila Ke Mujhe
Dhose Wali Ne Dil Le Liya
Are Pyar Ka Sambhar Khila Ke Mujhe
Dhose Wali Ne Dil Le Liya
Ae Apun Kaun
Bambaiya
Ae Apun Kaun
Bambaiya
Bambai Ne Paida Kiya Song Lyrics from the movie/album Jaan Ki Baazi released in the year 2018 starring Sanjay Dutt, Anita Raaj. The song Bambai Ne Paida Kiya was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Ajay Kashyap. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts