Hay re hay kya kiya jaye
Aiso se to ram bachaye
Bambai ke ye babu
Dil lene dene aaye
Ki inse ram bachaye
Han inse ram bachaye
Inse to ram bachaye
Bambai ke ye babu
Dil lene dene aaye
Ki inse ram bachaye
Jara inse bach ke rahna
Badnami ho naa jaye
Ki inse ram bachaye
Han inse ram bachaye
Inse to ram bachaye
Rup ke ye rasiya
Aaye hain apne gaon me
Rahne ko julfo ki chhanv me
Rup ke ye rasiya
Aaye hain apne gaon me
Rahne ko julfo ki chhanv me
Ban than ke roj aaye
Kabhi pyar ke gaane gaye
Dil ko sambhale kaise koyi
Jab pichhe hi pad jaye
Ki inse ram bachaye
Ha inse ram bachaye
Inse to ram bachaye
Bambai ke ye babu
Dil lene dene aaye
Ki inse ram bachaye
Taank jhaank karna inka to pahla kaam hai
Aiso ko dur se salam hai
Taank jhaank karna inka to pahla kaam hai
Aiso ko dur se salam hai
Chhup chhup ke dore dale
Chale ulati sidhi chaale
Ghur ke jab ye dekhe
Chhuri si dil par chal chal jaye
Ki inse ram bachaye
Ha inse ram bachaye
Inse to ram bachaye
Bambai ke ye babu
Dil lene dene aaye
Ki inse ram bachaye
Aitbar inka karna naa kabhi bhul ke
Kante milenge badle phul ke
Aitbar inka karna naa kabhi bhul ke
Kante milenge badle phul ke
Bante hain dekho kaise
Ki ho bhole bhale jaise
Aag lagaye dil me kisi ko
Khabar naa hone paye
Ki inse ram bachaye
Ha inse ram bachaye
Inse to ram bachaye
Bambai ke ye babu
Dil lene dene aaye
Ki inse ram bachaye
Han inse ram bachaye
Inse to ram bachaye

