Bam Bam Bhole, Bolo Na Yaaro Bam Bam Bhole Song Lyrics from the movie/album Shivam released in the year 2018. The song Bam Bam Bhole, Bolo Na Yaaro Bam Bam Bhole was sung by Raj Jyoti. The music was given by Ramen Barua. The lyrics were Penned by Anshuman Barua

Bam Bam Bhole, Bolo Na Yaaro Bam Bam Bhole Lyrics

Bolo Re Yaro Bam Bam Bhole
Dard E Dil Bhi Bam Bam Bhole
Apna Pappu Bada Gyani
Par Ladki Ke Age Wo Ho Jaye Pani
Yaro Ladkiyo Ko Gyan Na Bato
Unke Ghar Ke Chakar Katto
Gift Me Sone Ki Bali
Kya Hua Agar Jeb Hai Khali
Yaro Paise Waise Udhar Tu Karle
Lotane Ke Time Par Bam Bam Bhole

Are O Kudiyo Jindagi Ke Fande
Ham Se Tum Jaan Lo
O Kudiyo
O O Soniyo
Aajkal Pyar Wyar Bhi Ek Karobar
Bam Bam Bhole
Bam Bam Bhole
Ek Taraf Pappu Ka Pyar Hai Sacha
Duji Taraf Banti Hai Mantri Ka Bacha
Yara Jhat Pat Socho
Phata Phat Socho Apka Dulha Kon Banega
Aap Hi Bolo Mai Kya Karu Bhaiya
Mantri Ka Bacha Hai Akal Ka Kacha
Phir Bhi Hai Wo Sabse Achha
Paise Besumar Red Light Wali Car
Milegi Na Baar Baar Jindagi Ke Din Char
Karo Nahi Waste Yaar
Mauka Mile To Fayda Udale
Dar E Dil Ko Bam Bam Bhole

Are O Pappu Tere Paise Se Kya Ana Hai
Na Roti Na Makan O Pappu Bolo Bam Bam Bhole
Nahi Agar Paise To Hogi Aish Kaise
Bam Bam Bhole
Bam Bam Bhole
Mehnat Ke Raste Pe Kate Hi Kate
He Bhed Na Charao To Police Wala Dante Bhaya
Palo Nahi Dhakan Lekar Aa Tu Makhan
Dunia Ka Rang Tujhe Tabhi Dikhega
Makhan La Ke Mai Kya Karu Bhaya
Banti Mama Ko Maska Lagade
Hawa Me Ek Baar Goli Chala De
Ghosit Ho Ja Badmash Neta Mantri Tere Pass
Public Ka Bhi Khas
Phir Na Koi Tenson
Lad Ja Election
Moka Mile To Fayda Uthale
Baki Sab Kuch Bam Bam Bhole
Bolo Re Yaro Bam Bam Bhole
Jor Se Bolo Bam Bam Bhole

Share your thoughts

O priya lyrics video, Rupkothar golpo, Tarun kumar, Dimpu baruah, Shakuntala barua, Taari ek ek pal jaye, Bangla animation golpo, Tame aavsho tyare hu nahi rahu, Ritrisha sarma songs, Ankit akela jal dhar leham bhorwa me, Tame aavsho tyare song, Jal dhar leham bhorwa me, Assamese romantic song, Bhojpuri emotional movie nirahua, Rajbhar yaar hoi, Nirahua bhojpuri movie aashiq awara, Dhaval barot live, Sudarshan yadav dugola program holi, Crime patrol satark