Balkhaye Qamariya Humar Sanware Lyrics | Sub Ka Ustad | Asha Bhosle | Ganesh

Balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa
Tohe dhundhe jiya baar baar
Tohe dhundhe jiya baar baar sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

Badan mora phulo ki daali sa lachke
Badan mora phulo ki daali sa lachke
Chalat hu mai papi najariyo se bachke
Kisi ka nahi aitbar re sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

Piya mori nas nas me jaagi hai jawala
Piya mori nas nas me jaagi hai jawala
Lagi dil ki dekhe na pehra na tala
Akeli rahi thi bahar ye sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

Yaha jaan par khel ke tore karan
Yaha jaan par khel ke tore karan
Tanik dekh to kaun aaya hai sajan
Jaha ho vahi pe pukar re sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa
Tohe dunde jiya baar baar
Tohe dunde jiya baar baar sanware jaldi se aa
Balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *