Balam kabhi aa
Sajan kabhi aa
Tujhe dekhu najar bar ke raam
Balam kabhi aa
Sajan kabhi aa
Tujhe dekhu najar bar ke raam
Balam kabhi aa
Sajan kabhi aa
Tujh bin kali kali ratiya darayegi
Tujh bin kali kali ratiya darayegi
Aankhiya nikori chain na payegi
Aankhiyo ki pyas bhuja
Balam kabhi aa
Sajan kabhi aa
Tujhe dekhu najar bar ke raam
Balam kabhi aa
Sajan kabhi aa
Dekh na janu kaise patiya mai daru piya
Chupke se roye roye tujhko pukaru piya
Aur na ab thadpa
Balam kabhi aa
Sajan kabhi aa
Tujhe dekhu najar bar ke raam
Balam kabhi aa
Sajan kabhi aa

