Dhat Teri, Teri Zamana
Humko Thenga Fikar
Apna Bheja Hai Tamancha
Dil Hai Pressure Cooker X (2)
Dil Ki Karenge, Nakko Darenge
Dil Ki Karenge, Nakko Darenge
Duniya Ko Dikha Dein Aa Zara
Bakaiti, Bakaiti X (4)
Dhat Teri, Teri Zamana
Humko Thenga Fikar
Apna Bheja Hai Tamancha
Dil Hai Pressure Cooker
Hum To Deewar Wale
Bachchan Ke Fan Hain
Is Ilaake Ke Angry Young Man Hain
Aaya Gussa Jhat Se Collar Pakad Liya
Apne Culture Mein
Please Kehne Pe Ban Hai
Play The Music Quiz
on Melody Facts
Bakaiti Lyrics
Dhat Teri, Teri Zamana
Humko Thenga Fikar
Apna Bheja Hai Tamancha
Dil Hai Pressure Cooker X (2)
Dil Ki Karenge, Nakko Darenge
Dil Ki Karenge, Nakko Darenge
Duniya Ko Dikha Dein Aa Zara
Bakaiti, Bakaiti X (4)
Dhat Teri, Teri Zamana
Humko Thenga Fikar
Apna Bheja Hai Tamancha
Dil Hai Pressure Cooker
Hum To Deewar Wale
Bachchan Ke Fan Hain
Is Ilaake Ke Angry Young Man Hain
Aaya Gussa Jhat Se Collar Pakad Liya
Apne Culture Mein
Please Kehne Pe Ban Hai
Jinko Zaroori Hai Jee Hazoori
Jinko Zaroori Hai Jee Hazoori
Unpe Aazmayein Aa Zara
Bakaiti, Bakaiti X (4)
Naukri Ki Talaash Mein Bhaagte Nahi
Mil Gayi To Kubool Hai Maangte Nahi
Ho Aane Wali Subah Kya Leke Aayegi
Raat Bhar Intezar Mein Jaagte Nahi
Be-rozgaari Ne Jeb Maari
Be-rozgaari Ne Jeb Maari
Badle Mein Humara Paintra
Bakaiti, Bakaiti X (4)
Dhat Teri, Teri Zamana
Humko Thenga Fikar
Apna Bheja Hai Tamancha
Dil Hai Pressure Cooker
Dil Ki Karenge, Nakko Darenge
Dil Ki Karenge, Nakko Darenge
Duniya Ko Dikha Dein Aa Zara
Bakaiti Song Lyrics from the movie/album Milan Talkies released in the year 2019 starring Ali Fazal, Shraddha Srinath. The song Bakaiti was sung by Benny Dayal, Sukhwinder Singh. The music was given by Akriti Kakkar. The lyrics were Penned by Amitabh Bhattacharya. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts