Baithe Baithe Dur Se Lage Ho Dil Thamne
Baithe Baithe Dur Se Lage Ho Dil Thamne
Chhupte Bhi Nahi Aur Aate Bhi Nahi Samne
Chhupte Bhi Nahi Aur Aate Bhi Nahi Samne
Khade Khade Dur Hi Se Kisi Ne Na Pyar Kiya
Kahu Kya Hazur Hi Pe Dil Maine War Diya
Kahu Kya Hazur Hi Pe Dil Maine War Diya
Luta Mujhe Aapki Nigaho Ke Salam Ne
Luta Mujhe Aapki Nigaho Ke Salam Ne
Chhupte Bhi Nahi Aur Aate Bhi Nahi Samne
Jise Ho Khayal Tera Use Kya Karar Hoga
Milo Ya Na Milo Saiya Mujhe Intzar Hoga
Milo Ya Na Milo Saiya Mujhe Intzar Hoga
Mujhe To Tabah Kiya Tere Pyare Naam Ne
Mujhe To Tabah Kiya Tere Pyare Naam Ne
Chhupte Bhi Nahi Aur Aate Bhi Nahi Samne
Kaisi Kilar Hai Wo Mujhe Hosh Me To Lao
Nazar Kyu Chura Rahe Ho Zara Samne To Aao
Nazar Kyu Chura Rahe Ho Zara Samne To Aao
Palko Ki Aad Se Chale Ho Mujhe Thamne
Palko Ki Aad Se Chale Ho Mujhe Thamne
Baithe Baithe Dur Se Lage Ho Dil Thamne
Chhupte Bhi Nahi Aur Aate Bhi Nahi Samne
Baithe Baithe Dur Se Lage Wo Dil Thamne Song Lyrics from the movie/album Mujrim released in the year 2018 starring Geeta Bali, Padmini. The song Baithe Baithe Dur Se Lage Wo Dil Thamne was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by O P Rahlan. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts