Bahot Umeeden Thi Zindagi Se Lyrics | Pyaasi Ankhen | Lata Mangeshkar | Usha Khanna

Bahot Umeeden Thi Zindagi Se Lyrics | Pyaasi Ankhen | Lata Mangeshkar | Usha Khanna

Bahut ummide thi jindagi se bahut ummide thi jindagi se
Bahut the apno ke aashre bhi magar sahare sab aise tute
Ke jindagi ke raste bhi bahut ummide thi jindagi se

Palat ke dekhe to kisko dekhe udas raho me kya rakha hai
Bache hai yado ke saye shayad na tut jaye ye silsile bhi
Na tut jaye ye silsile bhi bahut ummide thi jindagi se
Bahut the apno ke aashre bhi magar sahare sab aise tute
Ke jindagi ke raste bhi bahut ummide thi jindagi se

Wahi pe aake thahar gaye hai jaha se rashte suru hue the
Wahi hai uljhan wahi hai aasu wahi hai jine ke masle bhi
Wahi hai jine ke masle bhi bahut ummide thi jindagi se
Bahut the apno ke aashre bhi magar sahare sab aise tute
Ke jindagi ke raste bhi bahut ummide thi jindagi se

Gujar rahi hai kin halto me ye bikhri bikhri si jindgani
Bhala kise ye garaj padi hai jo koi aayi ye dekhne bhi
Jo koi aayi ye dekhne bhi

Bahut ummide thi jindagi se bahut the apno ke aashre bhi
Magar sahare sab aise tute ke jindagi ke raste bhi
Bahut ummide thi jindagi se

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *