Badra Chhaye Neel Gagan Pe
Sawan Ki Ritu Aayi
Badra Chhaye Neel Gagan Pe
Sawan Ki Ritu Aayi
Birhan Ke Man Aag Lagayi
Birhan Ke Man Aag Lagayi
Dharti Ki Pyas Bujhayi
Badra Chhaye Neel Gagan Pe
Sawan Ki Ritu Aayi
Naache Mor Papiha Gaaye
Ruthe Piya Ki Yaad Laye
Naache Mor Papiha Gaaye
Ruthe Piya Ki Yaad Laye
Paas Nahi Harjai Preetam
Paas Nahi Harjai Preetam
Tan Ko Chhuye Purwayi
Badra Chhaye Neel Gagan Pe
Sawan Ki Ritu Aayi
Aaya Sawan Aaye Na Saajan
Chhat Pe Khadi Khadi Bhige Birhan
Aaya Sawan Aaye Na Saajan
Chhat Pe Khadi Khadi Bhige Birhan
Raahe Tak Tak Thak Gayi Ankhiya
Raahe Tak Tak Thak Gayi Ankhiya
Yu Hi Umar Bitayi
Badra Chhaye Neel Gagan Pe
Sawan Ki Ritu Aayi
Bijli Ke Dar Se Lipti Piya Se
Pahli Yaad Na Jaye Jiya Se
Bijli Ke Dar Se Lipti Piya Se
Pahli Yaad Na Jaye Jiya Se
Tanha Man Ko Aur Daraye
Tanha Man Ko Aur Daraye
Yaado Ki Shehnai
Badra Chhaye Neel Gagan Pe
Sawan Ki Ritu Aayi
Birhan Ke Man Aag Lagayi
Birhan Ke Man Aag Lagayi
Dharti Ki Pyas Bujhayi
Badra Chhaye Neel Gagan Pe
Sawan Ki Ritu Aayi
Badra Chhaye Song Lyrics from the movie/album Geetanjali released in the year 2018 starring Jeetendra, Rekha. The song Badra Chhaye was sung by Kavita Krishnamurthy. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Indeevar
Share your thoughts