Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya Lyrics | Hua Savera | Geeta Dutt | Gyan Dutt

Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya Lyrics | Hua Savera | Geeta Dutt | Gyan Dutt

Badli hawa khushi ka zamana badal gaya
Badli hawa khushi ka zamana badal gaya
Jeene ka ab to haye
Jeene ka ab to haye
Bahana badal gaya
Badli hawa khushi ka zamana badal gaya

Malum na tha pal me badalta hai ye jaha
Malum na tha pal me badalta hai ye jaha
Badalta hai ye jaha
Pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya
Pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya

Aate the nagme lab pe kisi ke subah sham
Aate the nagme lab pe kisi ke subah sham
Jiske subah sham
Wo saaz zindagi ka tarana badal gaya
Wo saaz zindagi ka tarana badal gaya

Saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare
Saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare
Nigahe bhi kya kare
Mushkil se teer tana nishana badal gaya
Mushkil se teer tana nishana badal gaya
Jeene ka ab to haye
Jeene ka ab to haye bahana badal gaya
Badli hawa khushi ka zamana badal gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *