Aye rooh-e-raqeeb tu
hai maut ke kareeb tu
aye rooh-e-raqeeb tu
maut ke kareeb tu
sun le kafir hoon teri khatir
badla badla
Main badla badla
dil badla hai mera khuda
sab badla badla
Jab badla badla
khud badla hai mera khuda
badla badla
Main badla badla
dil badla hai mera khuda
sab badla badla
Jab badla badla
khud badla hai mera khuda
khurdure se seene mein
tera kya kaam hai
suna hai pare duniya ke
bada aaram hai
oh khurdure se seene mein
tera kya kaam hai
ho suna hai pare duniya ke
bada aaram hai
aye mere raqeeb tu
hai maut ke kareeb tu
aye mere raqeeb tu
maut ke kareeb tu
sun le kafir hoon teri khatir
badla badla
Main badla badla
dil badla hai mera khuda
sab badla badla
Jab badla badla
khud badla hai mera khuda.
| Movie | Badlapur |
| Singer | Vishal Dadlani, Jasleen Kaur Royal, Suraj Jagan, Priya Saraiya |
| Director | Sriram Raghavan |
| Music Composer | Sachin Jigar |
| Lyricist | Priya Saraiya, Dinesh Vijan |
| Star Cast | Varun Dhawan, Huma Qureshi, Yaami Gautam, Nawazuddin Siddiqui, Vinay Pathak, Divya Dutta, Radhika Apte, Kumud Mishra, Pratima Kazmi |

