Badi Bedard Hai Duniya Lyrics | Duniya | Suraiya | Chitalkar Ramchandra

Badi Bedard Hai Duniya Lyrics | Duniya | Suraiya | Chitalkar Ramchandra

Akeli jaan hai aur us pe
Lakho gam uthana hai
Akeli jaan hai aur us pe
Lakho gam uthana hai
Badi brdard hai duniya
Bada jalim jamana hai
Badi brdard hai duniya
Bada jalim jamana hai
Akeli jaan hai aur us pe
Lakho gam uthana hai

Kahi aansu kahi aahe
Kahi dukh dard ke parde
Yahi iski kahani hai
Yahi iska fasana hai
Yahi iski kahani hai
Yahi iska fasana hai
Bada jalim jamana hai
Badi brdard hai duniya

Ye duniya do ghadi bhi
Kab kisi ka sath deti hai
Ye duniya do ghadi bhi
Kab kisi ka sath deti hai
Na jane kab badal jayegi
Iska kya thikana hai
Na jane kab badal jayegi
Iska kya thikana hai
Bada jalim jamana hai
Badi brdard hai duniya

Likha hai jo mukkadar mein
Wahi hoga wahi hoga
Likha hai jo mukkadar mein
Wahi hoga wahi hoga
Wahi le jayegi kismat
Jaha ka khabo dana hai
Jaha ka khabo dana hai
Bada jalim jamana hai
Badi brdard hai duniya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *