Badi bewafa hai
Udti hawa hai
Badi bewafa hai
Udti hawa hai
Yeh jindagi saakiya aa aa aa
Woh duniya kaha hai
Milti jaha hai
Dil ki khushi saakiya
Dil ki khushi saakiya aa aa aa
Dekha hai hamne din raat pi ke
Nikale na phir bhi armaan ji ke
Jhuti hai saki mai ki yeh masti
Roshan ho kaise phir dil ki basti
Jhuti hai saki mai ki yeh masti
Roshan ho kaise phir dil ki basti
Yaha na vaha hai jaane kaha hai
Woh roshani saakiya
Woh roshani saakiya aa aa aa
Badi bewafa hai
Udti hawa hai
Yeh jindagi saakiya
Shishe me jo hai woh toh hai nakli
Kaha pe chhupa ke rakhi hai asli
Aankho se apni ik jaam de de
Betaab dil ko aaraam de de
Aankho se apni ik jaam de de
Betaab dil ko aaraam de de
Tadpa rahi hai rah rah ke dil ki
Yeh bekali saakyia
Yeh bekali saakyia aa aa aa

