Na Peete Hai Jara Si Wo
Na Humko Peene Dete Hai
Bade Wo Hai Na Jeete Hai
Na Humko Jeene Dete Hai
Ke Bade Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
Bade Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
Ke Bade Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
Mard Hoke Aurat Jaat Se Ghabrate Hai
Bade Sharm Ki Ha Ha Sharm Ki
Chhi Chhi Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
L L La La La La
L L La La La La
Kaisi Hai Ye Dillagi
Haye Haye Kaisi Hai Ye Dillagi
Haye Haye Aise Aah Fer Li
Haye Haye Aise Aah Fer Li
Haye Haye
Samjhe Isko Berukhi
Ya Hum Samjhe Bujdali
Pass Hum Aate Hai
Aap Dur Jate Hai
Bade Sharm Ki Ha Ha Sharm Ki
Chhi Chhi Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
Bade Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
Jis Busm Me Hum Jate Hai
Haye Jis Busm Me Hum Jate Hai
Haye Dil Me Log Basate Hai
Haye Haye Dil Me Log Basate Hai
Haye Haye Palko Pe Bithate Hai
Itne Naaj Uthate Hai
Aap Hasino Ko Lekin Yu Thukrate Hai
Bade Sharm Ki Ha Ha Sharm Ki
Chhi Chhi Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
Mard Hoke Aurat Jaat Se Ghabrate Hai
Bade Sharm Ki Baat Hai
Ke Aap Sharmate Hai
Bade Sharm Ki Baat Hai Song Lyrics from the movie/album Zaalim released in the year 2018 starring Vinod Khanna, Leena Chandavarkar. The song Bade Sharm Ki Baat Hai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by B Subhash. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts