Ha : ( badanaam na ho jaanaa
o prem ke diwaane ) -2
( ye rag nahi hai
ye ?? aaye hai samajhaane ) -2
badanaam na ho jaanaa
prem ke diwaane
badanaam na ho jaanaa
Su : ( dil dhundhane nikale hai
ham log hai paradesi ) -2
( diwaar ke saaye me
aa baithe hai sustaane ) -2
Ha : jal jaa_oge bhun jaa_oge -2
jal jaa_oge jaa_oge
ham aag ke zarre hai -2
( jo aag pe girate hai
jal jaate hai parawaane ) -2
Su : ( tum jalawaa dikhaavo to
tum aag lagaavo to ) -2
parawaa nahi jalane ki
tum aag lagaavo to
parawaa nahi jalane ki
parawaane to parawaane
tum aag lagaavo to
parawaane to parawaane
parawaa nahi jalane ki
parawaane to parawaane

