Bachpan Har Gham Se Begana Hota Hai Lyrics | Geet Gaata Chal | Kishore Kumar | Ravindra Jain

Bachpan Har Gham Se Begana Hota Hai Lyrics | Geet Gaata Chal | Kishore Kumar | Ravindra Jain

Bachpan har gum se begana hota hai
Bachpan har gum se begana hota hai
Janam ka subh din har din se suhana hota hai
Bachpan har gum se begana hota hai
Hota hai
Bachpan har gum se begana hota hai

Koi fikar na chinta masti ka aalam
Jiwan khel sa lagta hai
Jiwan khel sa lagta hai
Sukh milte hai sare raho me firke
Ghar to jail sa lagta hai
Ghar to jail sa lagta hai
Ho isi umar me khushiyo ka khazana hota hai
Ke bachpan har gum se
Bachpan har gum se begana hota hai
Hota hai
Bachpan har gum se begana hota hai

Hum dhundte hai jiwan bhar wo khushiya
Bachpan me jo pate hai
Bachpan me jo pate hai
Wo haste hue din gati wo rate
Laut ke fir nahi aate hai
Laut ke fir nahi aate hai
Ho yado ke saye me jiwan bitana hota hai
Ke bachpan har gum se
Bachpan har gum se begana hota hai
Hota hai
Bachpan har gum se begana hota hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *