Bach Bach Ke Chalo Ri Mori Lyrics | Garma Garam | Mohammed Rafi | Vinod

Bach Bach Ke Chalo Ri Mori Lyrics | Garma Garam | Mohammed Rafi | Vinod

Jara bach ke chalo ri mori duniya ki nigaho se
Bach bach ke chalo ri mori gaiya duniya ki nigaho se
Ye aise karigar hai ye aise karigar hai
Bas me karle dil ki aaho ko dil ki aaho ko
Bach bach ke chalo ri mori gaiya duniya ki nigaho se
Bach bach ke chalo ri mori gaiya duniya ki nigaho se

Bewafa bewafa duniya hai dagabaz duniya wale
Ye gori gori surat wale hai dil ke kale
Ye gori gori surat wale hai dil ke kale bewafa

Ek bulbul maine pala dil ki dhadkano par
Use raz sikhaya nirala dil ki dhadkano par
Jab wo chali jab wo chali matak matak kar chali
To aaj khili kali ek kamine ne uspe
Jhuthe ulfat ka jadu dala aye aye aye karne wale
Hum nahi tumse darne wale aye aye aye karne wale
Hum nahi tumse darne wale wo churi to ye talwar
Wo churi to ye talwar kare hai war nigaho se
Haye kare hai war nigaho se
Hai karigar to bas karke dikhade isko dil ki aaho se
Hai karigar to bas karke dikhade isko dil ki aaho se

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *