Babul Ka Ghar Chhod Ke Gori Song Lyrics from the movie/album Meera Ke Girdhar released in the year 2016 starring Upasna Khosla, Parikshat Sahni. The song Babul Ka Ghar Chhod Ke Gori was sung by Asha Bhosle. The music was given by Kanak Raj. The music rights for song purely belongs to Ultra

Babul Ka Ghar Chhod Ke Gori Lyrics

Babul Ka Ghar Chhod Ke Gori
Saajan Ke Ghar Jaayegi
Jab Aayenge Milane Sajana
Ghunghat Mein Sharmayegi
Babul Ka Ghar Chhod Ke Gori
Saajan Ke Ghar Jaayegi
Jab Aayenge Milane Sajana
Ghunghat Mein Sharmayegi
Ise Pyaar Milega
Humko Bhul Jaayegi
Babul Ka Ghar Chhod Ke Gori
Saajan Ke Ghar Jaayegi
Jab Aayenge Milane Sajana
Ghunghat Mein Sharmayegi

Main Kahin Bhi Jaaun Magar
Mere Saath Raho Girdhar
Main Kahin Bhi Jaaun Magar
Mere Saath Raho Girdhar
Kisi Ko Bhi Main Na Jaaun
Har Janam Mein Tumko Maanu
Kisi Ko Bhi Main Na Jaaun
Har Janam Mein Tumko Maanu
Bin Tumhare Ik Pal Bhi
Jee Saku Na Main Kahi Bhi
Main Kahin Bhi Jaaun Magar
Mere Saath Raho Girdhar
Main Kahin Bhi Jaaun Magar
Mere Saath Raho Girdhar

Kaahein Ko Rote Ho Kardo Vidaa
Beti Toh Hoti Hain Ek Din Judaa
Kaahein Ko Rote Ho Kardo Vidaa
Beti Toh Hoti Hain Ek Din Judaa
Pida To Mann Ki Chhupana Pada
Chaha Nahin Phir Bhi Jaana Pada
Chaha Nahin Phir Bhi Jaana Pada
Pida To Mann Ki Chhupana Pada
Pida To Mann Ki Chhupana Pada.

Share your thoughts

Upasna khosla, Meera ke girdhar, Parikshit sahni, Kanak raj, Meera ro girdhar, Asha bhosle, Meera ke giridhar, Meera ka mohan, Babul ka ghar, Meea ke girdhar, Radha ni mila jiya kishan, Radha ko mila jiya kishan, Radha ko mila jaise kishan, Krishna thahi ho, Rajasthani, Lord krishna, Rajasthan, Radha ko mila, Thahi kanhaiya, Krishna, Meerabai, Prince bhojraj, Himani shivpuri, Kuch kuch hota hai, Dulhan hum le jayenge, Kabhi khushi kabhie gham, Radha, Marwari