Babul Chhut Chala Tera Angna Lyrics  | Rakhi | Ashok Kumar, Waheeda Rehman | Lata Mangeshkar | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Babul Chhut Chala Tera Angna Lyrics | Rakhi | Ashok Kumar, Waheeda Rehman | Lata Mangeshkar | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Babul chhut chala tera angana
Babul chhut chala tera angana
Leke chali tan saja sajaya
Chhod chali man apna
Babul chhut chala tera angana
Babul chhut chala tera angana

Hath huye kya peele mere
Ho gayi mein to parayi
Shahenayi ki gunj mein kho gayi
Babul meri duhayi dil bhi mera
Dab dab dhadke jab jab khanke
Kangana babul chhut chala
Tera angana babul chhut chala
Tera angana

Jis angana mein bhaiya ke sang
Bachpan mera khela
Us angana mein aaj khada hai
Bhaiya mera akela
Jagti aankho dekh raha hai
Mere sukh ka sapna
Babul chhut chala tera angana
Babul chhut chala tera angana
Leke chali tan saja sajaya
Chhod chali man apna
Babul chhut chala tera angana
Babul chhut chala tera angana.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *