Baba Main To Tun Ho Gaya Song Lyrics from the movie/album Jaan Ki Baazi released in the year 2016 starring Sanjay Dutt, Anita Raj. The song Baba Main To Tun Ho Gaya was sung by Amit Kumar, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Ajay Kashyap. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to Venus

Baba Main To Tun Ho Gaya Lyrics

Aaj Raat Ko Dil Ki Baat Ho
Aaj Raat Ko Dil Ki Baat Ho
Ye Laal Sarbat Mein Kya Milaya
Bula Ke Ghar Kya Mujhe Pilaya
Chad Gayi Chad Gayi Chad Gayi
Baba Main To
Baba Main To Tun Ho Gaya
Ho Baba Ton Ho Gaya
Baba Main To Tun Ho Gaya
Ho Baba Ton Ho Gaya

Saari Raat Ho Khul Ke Baat Ho
Saari Raat Ho Khul Ke Baat Ho
Azab Hai Tera Bambai Ka Paani
Do Ghunt Pee Ke Jhume Jawani
Chad Gayi Chad Gayi Chad Gayi
Baba Main Bhi
Baba Main Bhi Tun Ho Gaya
Ha Baba Tun Ho Gayi
Baba Main Bhi Tun Ho Gaya
Ha Baba Tun Ho Gayi

Haath Kyun Lagaya
Bheege Badan Ko
Jaane Ye Kya Saraara
Chhu Gaya Mere Mann Ko
Lipta Hai Aise Mujse
Tera Badan Gulabi
Seene Se Laga Le Jaise
Botal Koi Sarabi
Giri Giri Giri Giri
Mujko Sambhalo
Gira Gira Gira Gira
Mujhko Sambhalo
Chad Gayi Chad Gayi Chad Gayi
Baba Main To
Baba Main To Tun Ho Gaya
Ho Baba Ton Ho Gaya
Baba Main Bhi Tun Ho Gaya
Ha Baba Tun Ho Gayi

Aise Na Dekh Mujhko
Har Saans Jhoomti Hain
Dil Dagmaga Rah Hain
Saari Duniya Ghoomti Hain
Dil Chahata Hain Tere
Itne Kareeb Aau
Tujko Gale Laga Ke
Tujh Mein Hi Doob Jaau
Giri Giri Giri Giri
Mujko Sambhalo
Gira Gira Gira Gira
Mujhko Sambhalo
Chad Gayi Chad Gayi Chad Gayi
Baba Main To
Baba Main To Tun Ho Gaya
Ho Baba Ton Ho Gaya
Baba Main Bhi Tun Ho Gaya
Ha Baba Tun Ho Gayi

Aaj Raat Ko Dil Ki Baat Ho
Aaj Raat Ko Dil Ki Baat Ho
Ye Laal Sarbat Mein Kya Milaya
Bula Ke Ghar Kya Mujhe Pilaya
Chad Gayi Chad Gayi Chad Gayi
Baba Main To Tun Ho Gaya
Ho Baba Ton Ho Gaya
Baba Main To Tun Ho Gaya
Ho Baba Ton Ho Gaya

Saari Raat Ho Khul Ke Baat Ho
Saari Raat Ho Khul Ke Baat Ho
Azab Hain Tera Bambai Ka Paani
Do Ghunt Pee Ke Jhume Jawani
Chad Gayi Chad Gayi Chad Gayi
Baba Main Bhi Tun Ho Gaya
Ha Baba Tun Ho Gayi
Baba Main Bhi Tun Ho Gaya
Ha Baba Tun Ho Gayi.

Share your thoughts

Sanjay dutt, Sanjay dutt songs, Gaane sune ansune, Asha bhosle, Jaan ki baazi, Anu malik songs, Anita raj, Anu malik, Bepanah pyaar hai aaja lyrics, Kishore kumar, Mera haque sanjay dutt, Jaane kya baat hai lata mangeshkar, Khalanayak sanjay dutt, Aanewala pal janewala hai with lyrics, Aanewala pal janewala hai lyrics, Shabbir kumar songs, Jaane kya baat hai neha kakkar, Amit kumar, Khatarnaak 1990 full movie sanjay dutt, Anu malik hits