Baarish Lyrics  | Yaariyan | Bhaumik Gondaliya, Nicole Faria | Gajendra Verma, Mohammad Irfan | Mithoon Sharma

Baarish Lyrics | Yaariyan | Bhaumik Gondaliya, Nicole Faria | Gajendra Verma, Mohammad Irfan | Mithoon Sharma

Dil mera hai naa samajh kitana
Besafar ye bevkoof bada
Chahata hai kitana tujhe..
Khud mager nahi jaan sakaa
(Iss dard e dil ki sifarish ab kar de koi yahan
Ke mil jaaye ise wo barish jo bhiga de puri tarah) – 2
Yaariyaan ve yaariyan

Tu jo mila to zindagi hai badli
Main puraa naya ho gaya
Hain beasar duniya ki baatein badi
Abb teri sunu main sadda
Milne ko tujhse bahane karoon
Tu muskuraaye vajah main banoon
Rozz bitana sath mein tere sara din meraa
Iss dard e dil ki sifarish ab kar de koi yahan
Ke mil jaaye ise wo barish jo bhiga de puri tarah
Yaariyaan yaariyan …..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *