Baarish Aarahi Hai Song Lyrics released in the year 2024 starring Jyotsana Jawda. The song Baarish Aarahi Hai was sung by Jyotsana Jawda. The music was given by Sunny-Inder. The lyrics were Penned by Rakesh Kumar (Kumaar). The music rights for song purely belongs to Zee Music Company

Baarish Aarahi Hai Lyrics

Baahon Mein Aa Jao Baarish Aarahi Hai
Baahon Mein Aa Jao Baarish Aarahi Hai
Mujhko Dhadka Jao Baarish Aarahi Hai

Mujhko Teri Hi Talab Mujhko Teri Hi Talab
Tadpa Rahi Hai
Tanman Pe Chha Jao Baarish Aarahi Hai
Baahon Mein Aa Jao Baarish Aarahi Hai

Jism Se Rooh Talak Pyar Hi Pyar Ho
Meri Bhi Hein Raza Tum Bhi Taiyar Ho
Ha Jism Se Rooh Talak Pyar Hi Pyar Ho
Meri Bhi Hein Raza Tum Bhi Taiyar Ho

Ek Chingari Aag Banti Ek Chingari Aag Banti
Jaa Rahi Hein
Baahon Mein Aa Jao Baarish Aarahi Hai
Mujhko Dhadka Jao Baarish Aarahi Hai

Ek Chingari Aag Banti Ek Chingari Aag Banti
Jaa Rahi Hein
Chahat Barsa Jao Baarish Aarahi Hai
Baahon Mein Aa Jao Baarish Aarahi Hai

Mujhko Teri Hi Talab Mujhko Teri Hi Talab
Tadpa Rahi Hai
Tanman Pe Chha Jao Baarish Aarahi Hai
Baahon Mein Aa Jao Baarish Aarahi Hai

Baahon Mein Aa Jao Baarish Aarahi Hai
Baahon Mein Aa Jao Baarish Aarahi Hai

Share your thoughts

Jyotsana jawda, Baarish aarahi hai, Baarish aarahi hai song, Jyotsana jawda songs, Baarish aarahi hai shorts, Baarish, Baarish songs, Baarish ke songs, New baarish songs, Baarish aa rahi hai official song, Baarish aa rhi h, Baarish ban jaana, Baarish aaye hain, Barish aayi hai, Baarish song, Baarish ki jaaye, Barish, Mhare hiwda mein nache mor, Baari aa rhi hai, Shaandaar, New hindi song video tu yaad aya adnan shami, Adah sharma new song tu yaad aya