Baar Baar Mann Mera Song Lyrics from the movie/album Makad Jaala: A Political Trap released in the year 2015 starring Jeetrai Singh, Ravi Khanvilkar. The song Baar Baar Mann Mera was sung by Gopal Das, Aparna Aparajit. This movie/album was directed by Dinesh Kumar Sahu. The music was given by Rahul Tiwari. The lyrics were Penned by Harsukh Dhayal. The music rights for song purely belongs to SRK MUSIC

Baar Baar Mann Mera Lyrics

Mohabbat Ibadat Hai Noore Khuda Hai
Meri Dhadkano Ne Yeh Mujhse Kahaan Hai
Sohna Yaar Rab Jaisa Lage Phir Kyun Na Karoon Ibadat
Baar Baar Mann Mera Naam Jape Hai Tera
Baar Baar Karta Hain Ye Sajda
Baar Baar Mann Mera Naam Jape Hai Tera
Baar Baar Karta Hain Ye Sajda

Jab Se Tu Mila Tab Se Silsila Mera Hai Shuru
Din Mein Raaton Mein
Mann Ki Baaton Mein Tujhko Dhundh Loon
Jab Se Tu Mila Tab Se Silsila Mera Hai Shuru
Din Mein Raaton Mein
Mann Ki Baaton Mein Tujhko Dhundh Loon
Laga Mujhse Judaa Dono Sang Hain Sadaa

Tu Dhadkan Hain Toh Main Hoon Sansein Teri
Main Chalna Sakoon Pal Bhi Tere Bina
Tu Mujh Mein Basi Aur Main Tujh Mein Basa
Main Hoon Askh Toh Tu Mera Aaina

Mohabbat Ibadat Hai Noore Khuda Hai
Noore Khuda Hai
Meri Dhadkano Ne Yeh Mujhse Kahaan Hai
Sohna Yaar Rab Jaisa Lage Phir Kyun Na Karoon Ibadat
Baar Baar Mann Mera Naam Jape Hai Tera
Baar Baar Karta Hain Ye Sajda.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Pawan singh, Pawan singh song, Ankit tiwari, Ajrjit singh, Top movie trailer, Hindi movie trailer, Khesari lal yadav song, Arvind akela kallu song, Movie trailer, Kajal raghwani, Khesari lal yadav, Kids movie trailer, Makadjaala, Aamrapali dubey, Aadishakti music, Khesarilal, Romantic song, Dinesh lal yadav, Ankush raja song, Nirahua hindustani, Neelkamal, Salman khan, Nirahua music, Shilpi raj song, Pramod premi yadav song, Dangal, Aamir khan, Wave bhojpuri