Baar Baar Log Mujhe Puchhe Kai Jhala Lyrics | Khush Naseeb | Asha Bhosle, Amit Kumar | Kalyanji Anandji

Ho ui rabba ui rabba ye jawani
He masha allah subhan allah jawani
He masha allah subhan allah
Are baar baar log mujhe puchhe kay jhala
Kay jhala
Baar baar log mujhe puchhe kay jhala
Are thandi thandi aahe kahe bhare maar dala
Haye maar dala
Nahi mera ye kasur
Nahi mera ye kasur
Hain jawani ka surur
Ui rabba ui rabba ye jawani
Masha allah subhan allah
Masha allah subhan allah

Ho m m mere p p pichhe
Kyun pada hain sara jamana
Kyun pada hain sara jamana
Ye jamana hain divana
Hain divana ye jamana
Ye ye main na j j janu
Kyu bani hu sabka nishana
Kyu bani hu sabka nishana
Ye nishana katilana
Katilana ye nishana
Mera dil ye kabutar dare dare
Gutur gu gutur gu kare kare
Ye dil hain akela hajaro ka mela
Mushkil me main hu hujur
Ui rabba ui rabba ye jawani
He masha allah subhan allah jawani
Masha allah subhan allah
Are baar baar log mujhe puchhe
Ki hoya
Ye tainu ki hoya

Ho dava kar de is dil ki
Meri jo bhi dava hain yaha hain
Meri jo bhi dava hain yaha hain
Jo dava hain wo yaha hain
Jo yaha hain wo dava hain
P p par main na na janu
Man ke pinjre ka panchhi kaha hain
Man ke pinjre ka panchhi kaha hain
Wo vaha hain tu jaha hain
Tu jaha hain wo vaha hain
Wo hoga jaha bhi chhupa chhupa
Le jaungi use uda uda
Wo ankhiyon ka nur
Jo hain najaro se dur
Milega milega jarur
Ui rabba ui rabba ye jawani
He masha allah subhan allah jawani
Masha allah subhan allah
Are baar baar log mujhe puchhe kay jhala
Ha thandi thandi aahe kahe bhare maar dala
Nahi mera ye kasur
Hain jawani ka surur
Ui rabba ui rabba ye jawani
Masha allah subhan allah
Masha allah subhan allah
Ui rabba ui ui rabba ui

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *