Baap Gaaye Thumari Aur Maa Gaaye Garbha
Jab Angana Me Raas Rachaenge Ruapiya
Ye Chandi Ka Kanhiya
Bhabhi Gaaye Been ?
Drupad Gaaye Bhaiya
Jab Angana Me Raas Rachaenge Ruapiya
Ye Chandi Ka Kanhiya
Ho Chn Chn Ruapiya
Gol Gol Ye Nagad Narayan Hove Jiske Pass
Wo Sare Aalam Ka Baalam Sab Jan Uske Sath
Ki Duniya Naak Ragadti Krduniya Kaan Pakadti
Ki Duniya Jhuk Jhuk Kare Salaam
Baabuji Parnaam Sahab Ji Salaam
Seth Ji Ram Ram Ram Ram
Dekh Ke Sari Duniya Naache
Ta Ta Ta Ta Thaiya
Jab Angana Me Raas Rachaenge Ruapiya
Ye Chandi Ka Kanhiya
Ho Chn Chn Ruapiya
Naram Naram Duniya Laage Jab Garam Garam Ho Jayb
Rupaiye Ki Jhankaar Me Bhaiya Chup Jate Sab Aeb
Achcha Zara Dekh Lo
Ek Hai Sabat Ek Hai Gayab
Ek Khuli Hai Ek Huhuhu
Jane Saara Gaanm Inko Jaane Saara Gaanm
Par Laxmi Ki Kripa Se Inka
Kamalnaian Hai Naam
Arey Inka Kamalnaian Hai Naam
? Hui Hai Khopadi
Par Baat Hai Inke Rokadi
Safachat Sab Baal Udd Gaye Ye
Ganju Ji Ganjan Hai
Paisa Inki Aankh Ka Anjan
Daato Ka Manjan Hai
Par Jayb Kare Dham Dham To
Inka Naam Keshranjan Hai
Inka Naam Keshranjan Hai
Ye Kagaji Jawaan Seena Taan Ke Khade Hue
Ye Laxmi Ki Duniya Me Heere Moti Se Zade Hue
Aa Aa Aa A Aa Aa Aa Aaa
Dehradun Ke Kartoos Ye Mahlo Me Rahte
Unchi Haweli Me Rahte
Isliye Sab Basti Wale Hstimal Kahte
Arey Inko Hstimal Kahte
Ye Murkh Kahlaaye Gyani
Ke Fuhad Kahlaaye Raani
Ki Deepu Kahlaaye Daani
Ki Ye Sab Rupye Ki Maaya
Arey Bahi Wah Wah Wah Wah Wah
Besuri Lugayi Bhi Kahlati Hai Suriya
Jab Angana Me Raas Rachaenge Ruapiya
Ye Chandi Ka Kanhiya
Ho Chn Chn Ruapiya
Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya Song Lyrics from the movie/album Oonchi Haveli released in the year 2018 starring Karan Dewan, Nirupa Roy. The song Baap Gaye Thumri Aur Garbha Gaye Maiya was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by Shivram. The lyrics were Penned by Bharat Vyas
Share your thoughts