Bhooli Bisri Chand Umeedein
Chand Fasaane Yaad Aayein
Tum Yaad Aaye Aur
Tumhare Saath Zamane Yaad Aayein.
Banwre, Banwre Banwre -x2,
Banware Tere Bin Main Jiyun Ke Na Jiyun
Jo Hai Mera
Use Apna Kahoon Kih Nah Kahun
Ab Tu Hi Bata Kya Karun
Kahan Jaaun Main
Tere Jaisa Koyi Kahan Se Laaun Main,
To Aao Na, Baanware.
Baanware Nayi Manzil Nayi Ye Raahen Hain
Baanware Ajnabi Se Logon Ki Baanhen Hain,
Ro Deti Hoon Main Koyi Jo Thaame Agar
Keh Deti Hoon Main Jo Aa Raha Hai Nazar,
To Aao Na Banware.
Tu Bewafa Hua To Main Khafa Huwa
Tujhko Kiya Alvida,
Phir Kyun Tu Rooh Jaise
Tann Men Utar Gaya
Khud Se Kiya Hai Judaa,
Laazmi Kyun Ban Gaye Ho Yeh Bata
Tishnagi Kyun De Gaye Ho Baanwara,
Tu Hi Bata Kya Karun Kahaan Jaaoon Main
Tere Jaisa Koyi Kaaan Se Laaun Main,
To Aao Na, Baanware.
Phool Khile Shaakhon Pe Naye
Aur Dard Purane Yaad Aaye
Tum Yaad Aaye Aur
Tumhare Saath Zamane Yaad Aaye,
Thoda Zindagi Ka Nashshah Tha
Kuch ‘umr Ki Bhi Kami Thi
Naadaan Thi Main Bewafa Nahi,
Jab Tu Mujhe Yaad Aaya
Andhera Aankhon Pih Chhaaya
Ruk Si Gayi Zindagi Meri,
Laut Aao Tum
Mera Har Pal Jal Raha Hai
Aa Bhi Jaao Tum
Tanha Hoon Main Yahaan,
Toh Aao Na, Ho Aa Banwre.
Baanwre -x3.
Baanwre Song Lyrics from the movie/album Coke Studio 10 released in the year 2017. The song Baanwre was sung by Aima Baig, Shuja Haider. The music was given by Shuja Haider. The lyrics were Penned by Shuja Haider. The music rights for song purely belongs to Coke Studio
Share your thoughts