Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere Song Lyrics from the movie/album Kala Patthar. The song Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere was sung by Lata Mangeshkar

Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere Lyrics

Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere
Saanson Mein Teri Khushbu Ke Dere
Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere Masti Ke Ghere
Saanson Mein Teri Khushbu Ke Dere Khushbu Ke Dere
Masti Ke Gheron Mein Khushnu Ke Deron Mein
Hum Khoye Jaate Hain

Khwaabon Mein Jisko Tanha Jawani
Barson Se Takti Thi Tu Wohi Hain
Chhune Se Jiske Seene Mein Mere
Lau Jaag Sakti Thi Tu Wohi Hain
Kutch Khwaab Mere Kutch Khwaab Tere
Yu Milte Jaate Hain Dil Khilte Jaate Hain
Lab Gungunate Hain
Saanson Mein Teri Khushbu Ke Dere Khushbu Ke Dere
Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere Masti Ke Ghere

Bikhra Ke Zulfen Jhuk Jaaon Mujhpe
Milne Do Saaya Tapte Badan Ko
Maine Hamesha Teri Amaanat Samjha Hai Apane Jaan Aur Tan Ko
Tu Saath Mere Main Saath Tere
Ruho Ke Ruho Se Jismo Ke Jismo Se Sadiyo Ke Naate Hain
Saanson Mein Teri Khushbu Ke Dere Khushbu
Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere Masti Ke Ghere
Masti Ke Gheron Mein Khushnu Ke Deron Mein
Hum Khoye Jaate Hain
Saanson Mein Teri Khushbu Ke Dere Khushbu
Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere Masti Ke Ghere

Share your thoughts

Bahon mein teri masti ke ghere song, Kaala patthar, Lata mangeshkar, Bahon mein teri masti ke ghere, Lata mangeshkar songs, Baho me teri masti ke ghere song, Baahon me teri masti ke ghere, Kala patthar songs, Banhon me teri masti ke ghere, In ankhon ki masti with lyrics, Kaala patthar songs, Mohammed rafi recall love - lata bahon mein teri masti ke ghere, Karaoke baahon me teri masti ke, Baaho me teri masti by r g dewangan original rafi sahab