Baago Me Khile Hai Kaise Kaise Phulwa Song Lyrics from the movie/album Shubh Kaamna released in the year 2018 starring Rakesh Roshan, Rati Agnihotri. The song Baago Me Khile Hai Kaise Kaise Phulwa was sung by S P Balasubramaniam, Asha Bhosle. This movie/album was directed by K Vishwanath. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anjaan

Baago Me Khile Hai Kaise Kaise Phulwa Lyrics

Baago Me Khile Hai Kaise Kaise Phulwa
Bulbul Kyo Nahi Gaye
Baago Me Khile Hai Kaise Kaise Phulwa
Bulbul Kyo Nahi Gaye
Ho O Gana Jo Chahe Vo Hotho Pe Na Aaye
Bulbul Kaise Gaye
Ho O Gana Jo Chahe Vo Hotho Pe Na Aaye
Bulbul Kaise Gaye

Gungun Bhanwara Kali Kali Se Yu Udh Jaye Kyu
Ye Koi Kyu Dekhe
Ho O Uthti Girti Lahar Lahar Tat Se Takraye Kyu
Ye Koi Kyu Soche
Ho O Hua Kya Dekho Na Kya Hoga Socho Na
Jo Hoga Hoga To Kya
Baago Me Khile Hai Kaise Kaise Phulwa
Bulbul Kyo Nahi Gaaye
Ho O Gana Jo Chahe Vo Hotho Pe Na Aaye
Bulbul Kaise Gaye
O Jab Ruthwayi Chayi Ghata To Fir Udh Jaye Kyu
Ye Koi Kyu Puche
Ho Ek Ek Tara Din Me Gum Ho Raat Me Aaye Kyu
Ye Koi Kya Samjhe

O Hawa Na Aaye To Ghata Na Chaye
Na Aaye Na Chaye To Kya
Baago Me Khile Hai Kaise Kaise Phulwa
Bulbul Kyo Nahi Gaye
Gana Jo Chahe Vo Hotho Pe Na Aaye
Bulbul Kaise Gaye
Gana Jo Chahe Vo Hotho Pe Na Aaye
Bulbul Kaise Gaye

Ek Pal Dhup To Ek Pal Chhaya
To Ye Man Bharmaye Kyu
Ye Baate Ko Jane
Chhup Chhup Kar Ye Khel Jo Khele
Najar Na Aaye Kyu Ye Baate Ko Jane
O Mere Sajaye Tamashe Dikhaye
Najar Na Aaye To Kya
Baago Me Khile Hai Kaise Kaise Phulwa
Bulbul Kyo Nahi Gaye
Ho O Gana Jo Chahe Vo Hotho Pe Na Aaye
Bulbul Kaise Gaye

Share your thoughts

Shubh kaamna, Asha bhosle, Shubh kaamna 1983, Baago me khile hai kaise kaise phulwa, Shubh kaamna movie songs, S p balasubramaniam., Rahul dev burman, Shubh kaamna songs, R d burman songs, Asha bhosle songs, Shubh kaamna (1983), Baagon mein full lyrics, S.p. balasubramaniam, Zulf ke saye saye (1983) lyrics, Baago me khile, Baagon mein lyrical video, S. p. balasubrahmanyam asha bhosle ?????????? mausam aashiqana: monsoon melodies, R d burman