Ba Ba Batao Na Song Lyrics from the movie/album Saat Rang Ke Sapne released in the year 2016 starring Arvind Swamy, Juhi Chawla. The song Ba Ba Batao Na was sung by Alka Yagnik, Babul Supriyo. This movie/album was directed by Priyadarshan. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to T-Series

Ba Ba Batao Na Lyrics

Ba Ba Batao Na Hamse Chupao Na
Kaise Suru Ye Kahani Hui
Ja Ja Jao Na Hamko Sunao Na
Kaise Tamanna Deewani Hui
Ba Ba Batao Na Hamse Chupao Na
Kaise Suru Ye Kahani Hui
Ja Ja Jao Na Hamko Sunao Na
Kaise Tamanna Deewani Hui

Gori Gori Gori Gori Baki Chori
Chori Chori Kar Gayi Dil Ki Chori
Ban Gayi Ban Gayi Chand Chakori
Gayi Gayi Bandh Ke Preet Ki Dori Dekho Na
Gori Gori Gori Gori Baki Chori
Chori Chori Kar Gayi Dil Ki Chori
Ban Gayi Ban Gayi Chand Chakori
Gayi Gayi Bandh Ke Preet Ki Dori Dekho Na
Ba Ba Batao Na Hamse Chupao Na
Kaise Suru Ye Kahani Hui
Ja Ja Jao Na Hamko Sunao Na
Kaise Tamanna Deewani Hui
Na Sharmao Na Ghabrao Na Sharmao
Na Sharmao Na Ghabrao Na Sharmao

Ujali Ujali Gayi Safedi Kar Li Julfe Kali
Bahke Bahke Kadam
Tumhare Chal Hui Matwali
Mahki Mahki Lage Hame
Kyu Umar Ki Sukhi Dali
Khile Khile In Labo Se
Chalke Kyu Khushiyo Ki Pyali
Koi Majra Koi To Bat Hai
Ho Koi Mamla Koi To Ghat Hai
Ho Tum Pareshan Ho
Ba Ba Batao Na Hamse Chupao Na
Kaise Suru Ye Kahani Hui
Ja Ja Jao Na Hamko Sunao Na
Kaise Tamanna Deewani Hui
Na Sharmao Na Ghabrao Na Sharmao
Na Sharmao Na Ghabrao Na Sharmao

Luta Jisne Tumhare Dil
Ko Kon Hai Wo Dilwali
Uski Photo Hame
Dhikhao Kaisi Hai Dilwali
Chudi Kangan Hasin
Jhumka Usko Pahnayenge
Are Dolo Leke
Chalenge Pyari Dulhan Ko Layenge
Kaisa Faisla Kaisa Khyal Hai
Are To Aayi Jiya Sach Much Kamal Hai
Kyu Aise Hairan Ho
Ba Ba Batao Na Hamse Chupao Na
Kaise Suru Ye Kahani Hui
Ja Ja Jao Na Hamko Sunao Na
Kaise Tamanna Deewani Hui
Gori Gori Gori Gori Baki Chori
Chori Chori Kar Gayi Dil Ki Chori
Ban Gayi Ban Gayi Chand Chakori
Gayi Gayi Bandh Ke Preet Ki Dori Dekho Na
Ba Ba Batao Na Hamse Chupao Na
Kaise Suru Ye Kahani Hui
Ja Ja Jao Na Hamko Sunao Na
Kaise Tamanna Deewani Hui
Na Sharmao Na Ghabrao Na Sharmao
Na Sharmao Na Ghabrao Na Sharmao.

Share your thoughts

Jhoot bol na (eagle jhankar) | saat rang ke sapne | udit naryan | by danish |, Gaane sune ansune, Shravan, Song lyrics, Lyrics screen, Wlyrics, Nakul kapoor song, Lyrics, Nadeem, Nakul kapoor, Door waadiyon se aa rahi hai lyrical video, Lyric, Sonu nigam door wadiyon se aa rahi hai song, Door waadiyon se aa rahi hai hd video, Mehndi lagane ki raat aa gayi song, Hindi movie aadmi khilona hai 1993 songs, Door waadiyon se aa rahi hai payalon ki chham chham