Aye Phul Bata Lyrics | Royal Mail | Husn Bano, Yashwant Bhatt | K Narayana Rao

Aye Phul Bata Lyrics | Royal Mail | Husn Bano, Yashwant Bhatt | K Narayana Rao

Ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara
Ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara
Kya kaha tujh jaisa
Tu kya jane kaisa hoga mera piya sajan pyara

Mera piya hoga vir bahadur matwala
Uske chode sine par main jaise aakash pe tera
Ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara

Kyun gunje sajani hajir hai
Ye tera sajan pyara
Sur vir bahaduar aisa ki
Kabhi na kisi ne mara
Hajir hai ye tera sajan pyara
Hajir hai ye tera sajan pyara

Kya kahne kya kahne tumhari himmat ke
Machar bhi na tum se hara
Dekho sajani tumhari tum jaisi
Kahi charti hogi pyara
Ghar bhul gaye tum
Jao dikho aur kisi ka dawara

Haye haye chali gayi
Haye chali gayi haye challi gayi
Pyari sajaniya mara ke ban karara
Ab dost koi is hire ka nahi
Is jag me bartan hara
Ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara
Ae phul

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *