(Ae Meri Zohra Zabi
Tujhe Malum Nahi
Tu Abhi Tak Hai Hasi
Aur Mai Javan
Tujhape Qurban Meri Jaan Meri Jaan) – (2)
(Ye Shokhiya Ye Bankapan
Jo Tujh Me Hai Kahi Nahi) – (2)
Dilo Ko Jitane Ka Fan
Jo Tujh Me Hai Kahi Nahi
(Mai Teri
Mai Teri Aankho Me Pa Gaya Do Jahan) – (2)
Ae Meri Zohara Zabi
Tujhe Malum Nahi
Tu Abhi Tak Hai Hasi
Aur Mai Javan
Tujhpe Qurban Meri Jaan Meri Jaan
(Tu Mithe Bol Jaan E Man
Jo Muskurake Bol De) – (2)
To Dhadkano Me Aaj Bhi
Sharabi Rag Ghol De
(O Sanam
O Sanam Mai Tera Aashiq E Jabidan) – (2)
(Ae Meri Zohara Zabi
Tujhe Malum Nahi
Tu Abhi Tak Hai Hasi
Aur Mai Javan
Tujhpe Qurban Meri Jaan Meri Jaan) – (2)
Aye Meri Zohra Zabi Song Lyrics from the movie/album Waqt released in the year 2016 starring Raaj Kumar, sadhana. The song Aye Meri Zohra Zabi was sung by Manna Dey. The music was given by Ravi Shankar Sharma. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama
Share your thoughts