Aye Meri Rahate Jaa, Koi Tujh Jaisa Kaha Song Lyrics from the movie/album Yeh Aag Kab Bujhegi released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Rekha. The song Aye Meri Rahate Jaa, Koi Tujh Jaisa Kaha was sung by Mohammed Aziz. This movie/album was directed by Sunil Dutt. The music was given by Ravindra Jain

Aye Meri Rahate Jaa, Koi Tujh Jaisa Kaha Lyrics

Happy Birthday To You
Happy Birthday To You
Happy
Happy Birthday To You Puja
Happy Birthday To You
Happy
Happy Birthday To You Puja
Happy Birthday To You
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha
Tujhse Aabad Hai
Tujhse Aabad Hai Meri Khushiyo Ka Jaha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha

Har Khusi
Har Baahaar Tujhse Hai
Zindagi Khush Gawar Tujhse Hai
Meri Aankho Ki Roshni Hai Tu
Kya Kahu Kitna Pyar Tujhse Hai
Meri Aankho Ki Roshni Hai Tu
Kya Kahu Kitna Pyar Tujhse Hai
Tere Chehare Pe Likhe
Tere Chehare Pe Likhe
Kitni Yado Ke Nisha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha

Kya Batau Meri Beti Mujhe Kya Lagti Hai
Mithi Goli Teri Vedo Ki Richa Lagti Hai
Kabhi Kura
Kabhi Geeta Ki Sada Lagti Hai
Rup Sita Ka Hai
Radha Ki Adaa Lagti Hai
Tujhpe Hota Hai Kabhi
Tujhpe Hota Hai Kabhi
Mujhe Mariyam Ka Guma
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha

Mai To Us Waqt Ke Us Din Ke Liye Zinda Hu
Mai Tere Hatho Me Jab Rang Hina Dekhunga
Tujhko Doli Me Bithaunga
Vidayi Dunga
Chain Paaunga Jab Ghar Tera Basa Dekhunga
Apni Yado Ki Mahak
Apni Yado Ki Mahak
Chhodjayegi Yaha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha
Tujhse Aabad Hai
Tujhse Aabad Hai Meri Khushiyo Ka Jaha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha
Ae Meri Raahat-e-jaan
Koi Tujh Jaisa Kaha
Happy Birthday To You
Happy Birthday To You
Happy
Happy Birthday To You Puja
Happy Birthday To You

Share your thoughts

Kahan se aaye badra lyrics, Lyrics of kahan se aaye badra, Kahan se aaye badra with lyrics, Kahan se aaye badra full song lyrics, Kahan se aaye badra karaoke with lyrics, Maine jise chaha wahi mila sajna, Tere naina kyon bhar aaye – female, Ek din aisa aayega lyrics in hindi, Yeh aag kab bujhegi songs, Ek din aisa aayega lyrics, Bindiya chamke gi with lyrics, Ae meri rahate jaan, Ravindra jain, Mohammad aziz hindi song, Mohammed aziz song, Tujhe bulayen yeh meri bahen