Aye Meri Bekhudi (Title) Song Lyrics from the movie/album Aye Meri Bekhudi released in the year 2015 starring Anil Bakshi, Priyanka. The song Aye Meri Bekhudi (Title) was sung by Udit Narayan. This movie/album was directed by Chanchal Kumar. The music was given by Anil Mohile. The lyrics were Penned by Rajan Johri. The music rights for song purely belongs to Weston Music

Aye Meri Bekhudi (Title) Lyrics

Aye Meri Bekhudi Tu Kaha Le Chali
Wo Hasi Ek Nazar Ker Gayi Bekhabar
A Humsafar Tum Kya
Mile Duniya Ki Hulchal Mein
Kam Ho Gaye Her Fasle
Duniya Ki Hulchal Mein

Aye Meri Bekhudi Tu Kaha Le Chali
Wo Hasi Ek Nazar Ker Gayi Bekhabar

Her Taraf Bekhudi Ye Kaha Aa Gaye
Sath Mere Yaha Dono Jahaa Aa Gaye
Zindagi Ke Liye Ye Zaroori Hua
Mang Le Aaj To Zindagi Ki Dua
Hum Tham Ke Her Dhadkan Chale
Duniya Ki Hulchal Mein
Kya Khub Hai Ye Silsile
Duniya Ki Hulchal Mein

Aye Meri Bekhudi Tu Kaha Le Chali
Wo Hasi Ek Nazar Ker Gayi Bekhabar

Khwaiso Ke Liye Bandise Todd De
Aaj Her Modd Ko Ek Naya Mod De
Jhum Le Jhum Ke Chum Le Asamaan
Ab Na Bas Me Rahi Dil Ki Betabiya
Dil Hosh Se Kab Kaam Le
Duniya Ki Hulchal Mein
Ab Aa Ke Koi Tham Le
Duniya Ki Hulchal Mein

Aye Meri Bekhudi Tu Kaha Le Chali
Wo Hasi Ek Nazar Ker Gayi Bekhabar

Aye Meri Bekhudi Tu Kaha Le Chali
Wo Hasi Ek Nazar Ker Gayi Bekhabar
Ye Kon Dil Me Aa Gaya
Duniya Ki Hulchal Mein
Ehsas Ban Ke Chha Gaya
Duniya Ki Hulchal Mein

Aye Meri Bekhudi Tu Kaha Le Chali
Vo Hasi Ek Nazar Ker Gayi Bekhabar

Ye Na Socha Kabhi Yu Hi Ho Jayega
Be Sabab Be Vajah Dil Ye Kho Jayega
Ruh Mein Karvate Sans Mein Garmiya
Kya Hua Kya Kahe
Kon Hai Darmiyaa

Ye Kon Aa Gaya
Duniya Ki Hulchal Mein
Saaya Koi Lahra Gaya Chha Gaya
Duniya Ki Hulchal Mein

Aye Meri Bekhudi Tu Kaha Le Chali
Wo Hasi Ek Nazar Ker Gayi Bekhabar

Ye Kon Dil Mein Aa Gaya
Duniya Ki Hulchal Mein
Ehsas Ban Ke Chha Gaya
Duniya Ki Hulchal Mein
Aye Meri Bekhudi Tu Kaha Le Chali
Vo Hasi Ek Nazar Ker Gayi Bekhabar.

Share your thoughts

Aye meri bekhudi (1993), Aye meri bekhudi, Narayan, Udit, Shravan, Mujhe pyar ka dard, Hit, Shaan, Anand, Hindi, Yagnik, Shreya, Kavita, Indian, Anuradha, Romantic, Supethit, Kumar sanu, Krishnamurty, Anu, Alka, Sanu, Shah, Kumar, Nigam, Lalit, India, Music, Sargam, Milind, Romanc, Meledy, Ghoshal, Abhijeet, Sonu, Podwal, Sadhna, Malik, Viju, Jatin, Nadeem, Bollywood, Love, Songs, Song, Yt:crop=16:9, Movies