Aye Mere Majbur Dil
Ho Na Bahut Bekaraar
Yu Na Tadap Raat Din
Yu Na Machal Baar Baar
Aye Mere Majbur Dil
Ho Na Bahut Bekaraar
Yu Na Tadap Raat Din
Yu Na Machal Baar Baar
Aye Mere Majbur Dil
Phir Wohi Din Aayenge
Phir Wohi Din Aayenge
Woh Mere Ho Jaayenge
Woh Mere Ho Jaayenge
Tujhako Yakin Ho Toh Ho
Mujhko Nahi Aitbaar
Aye Mere Majbur Dil
Aye Mere Majbur Dil
Ho Na Bahut Bekaraar
Yu Na Tadap Raat Din
Yu Na Machal Baar Baar
Aye Mere Majbur Dil
Jindagi Barbaad Ho
Jindagi Barbaad Ho
Lab Pe Na Fariyaad Ho
Lab Pe Na Fariyaad Ho
Hai Toh Yeh Mushkil
Magar Jaise Gujare Gujar
Aye Mere Majbur Dil
Aye Mere Majbur Dil
Ho Na Bahut Bekaraar
Yu Na Tadap Raat Din
Yu Na Machal Baar Baar
Aye Mere Majbur Dil
Chain Kahaan Paayenge
Chain Kahaan Paayenge
Tadpe Chale Jaayenge
Tadpe Chale Jaayenge
Dard Pe Kaabu Nahi
Un Pe Nahi Ikhtiyaar
Aye Mere Majbur Dil
Aye Mere Majbur Dil
Ho Na Bahut Bekaraar
Yu Na Tadap Raat Din
Yu Na Machal Baar Baar
Aye Mere Majbur Dil
Aye Mere Majbur Dil, Ho Na Bahut Bekaraar Song Lyrics from the movie/album Naghma released in the year 2018. The song Aye Mere Majbur Dil, Ho Na Bahut Bekaraar was sung by Shamshad Begum. The music was given by Shaukat Dehlvi Nashad. The lyrics were Penned by Nakhshab Jaaravchi
Share your thoughts