Aye Dil Yeh Bata Kyun Hone Laga Lyrics | Julie (2004) | Sonu Nigam | Himesh Reshammiya

(Aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine mein
Aane laga kyun maja jine mein) – (2)
Yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
Aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine mein
Aane laga kyun maja jine mein
Yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
Aye dil yeh bata, aye dil yeh bata

Deewaanapan aisa mujhape chhaaya hai
Lamaha lamaha ik bechaini laaya hai
Kuchh khokar bhi maine sab kuchh paaya hai – (2)
Kyun mehake sama kyun chhaaye nasha, shabnam ?? pine mein
Aane laga kyun maja jine mein
Yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
Aye dil yeh bata, aye dil yeh bata

Teri panaahon mein abb rehana chaahu main
Kya kya jaana tujhase kehana chaahu main
Yeh betaabi abb toh seh na paau main – (2)
Kyun dhadkan meri deeewaana karein chaahat ke mahine mein
Aane laga kyun maja jine mein
Yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai
Aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine mein
Aane laga kyun maja jine mein
Yeh pyaar hai ya phir kuchh aur hai – (2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *