Aye Chand Sitaro Song Lyrics from the movie/album Kuldeep released in the year 2016 starring Bhudo Advani, Madan Puri. The song Aye Chand Sitaro was sung by G. M. Durrani. The music was given by Sushant Banerjee. The music rights for song purely belongs to Columbia Records

Aye Chand Sitaro Lyrics

Aye Chand Sitaro Rato Ke Saharo
Dunia Aye Mohabbat Ko
Ye Paigam Suna Do
Aye Chand Sitaro
Gujre Hue Lamho Ko Na Pukaro
Aye Chand  Aye Chand
Sitaro Rato Ke Saharo
Duniya Aye Mohabbat Ko
Ye Paigam Suna Do
Aye Chand Sitaro

Marne Pe Jo Kabu Nahi
Jeene Pe Hai Majbur
Marne Pe Jo Kabu Nahi
Jeene Pe Hai Majbur
Sunte Hai Mohabbat Ki
Ye Dunia Ka Hai Dastur
Dukh Dardo Ki
Dukh Dardo Ki Rato Ko Bhi
Has Has Ke Gujaro
Aye Chand Sitaro

Dil Dub Gaya Hai
Kabhi Aasu Jo Piye Hai
Dam Aaho Se Ghutta Hai
Magar Hotho Siye Hai
Dam Aaho Se Ghutta Hai
Magar Hotho Siye Hai
Jeena Hai Jo Mar Mar Ke
To Himmat To Na Haro
Chand Sitaro Aye
Chand Sitaro Raato Ke Saharo.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Chand, Bangla new romantic video song, Basheerahmedkhan565, Basheer, Oldmusic, Aishwarya rai, Kolkata new movie song, Meri, Asha, Khan, Rare, Danka, Nisar, Music, Zindagi, Nostalgic, Nostagicc, Nostalgick, Urduoldies, Hindioldies, Goldengreats, Bappi lahiri hits, Bengali cinema song, Kolkata bangla song, All time hit bangla songs, Ban, Old, Aana, Jaan, Urdu, Hindi, Akhter, Oldies, Oldsongs, Oldfilms, Oldmovies, Nostalgia, Bangla song, Bangla film song