Ae mere humsafar
Pyar me bekhabar
Aaj hum tum sanam
Had se jaye gujar
Umar ki ye dagar
Aaye na laut kar
Aaj hum tum sanam
Had se jaye gujar
Bas ye pyar hi
Apni hai khata
Chahe maut ki duniya se saza
Honge na juda jeete ji dilbar
Ae mere humsafar
Pyar me bekhabar
Aaj hum tum sanam
Had se jaye gujar
Umar ki ye dagar
Aaye na laut kar
Aaj hum tum sanam
Had se jaye gujar
Armano ki lay badhne lagi hai
Shayad pyar ki manjil yahi hai
Tu pyasi nadi
Main tera saagar
Ae mere humsafar
Pyar me bekhabar
Aaj hum tum sanam
Had se jaye gujar
Umar ki ye dagar
Aaye na laut kar
Aaj hum tum sanam
Had se jaye gujar
| Movie | Manchala |
| Singer | Kumar Sanu |
| Music Composer | Ram Laxman |
| Lyricist | Ravinder Rawal |
| Star Cast | Vivek Mushran, Gauri Khopkar, Raj Zutshi, Ajit Vachchani, Suresh Chatwal, Anil Nagrath, Ghanshyam, Hemant Pandey, Shabnam, Shama Deshpande, Rakesh Bedi, Manmouji, Kavita, Vicky Ahuja |

