Aur Hum Tum Song Lyrics from the movie/album Wajood released in the year 2016 starring Nana Patekar, Madhuri Dixit. The song Aur Hum Tum was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by N. kithania. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Javed Akhtar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aur Hum Tum Lyrics

Parbaton Pe Baadalon Ki Zulf Khul Gayi
Oas Jagmagaayi Shaakh Shaakh Dhul Gayi
Jaage Nazaare, Jaagi Bahaarein
Jaage Zameen Aasmaan
Aur Hum Tum, Aur Hum Tum, Aur Hum Tum

Thandi Hawaayein, Ujli Fizaayein
Maheka Hua Yeh Sama
Aur Hum Tum, Aur Hum Tum, Aur Hum Tum
Gaata Hai Mausam, Gaate Hain Panchhi
Gaati Hain Yeh Vaadiyaan
Aur Hum Tum, Aur Hum Tum, Aur Hum Tum

Phool Ko Koi Kiran Jo Choomne Lagi
Zindagi Bahaar Banke Jhoomne Lagi

Phool Ko Koi Kiran Jo Choomne Lagi
Zindagi Bahaar Banke Jhoomne Lagi
Raahon Mein Rangon Aur Khushbuon Ke
Nikle Haseen Kaarwaan

Aur Hum Tum, Aur Hum Tum, Aur Hum Tum
Thandi Hawaayein, Ujli Fizaayein
Maheka Hua Yeh Sama

Aur Hum Tum, Aur Hum Tum, Aur Hum Tum
Ho Gayi Hai Reshmi Yeh Narm Roshni
Saans Mein Ghula Hua Hai Geet Sa Koi

Ho Gayi Hai Reshmi Yeh Narm Roshni
Saans Mein Ghula Hua Hai Geet Sa Koi
Khoyi Dishaayein, Khoyi Hain Raahein
Khoye Hai Saare Nishaan

Aur Hum Tum, Aur Hum Tum, Aur Hum Tum
Thandi Hawaayein, Ujli Fizaayein
Maheka Hua Yeh Sama

Aur Hum Tum, Aur Hum Tum, Aur Hum Tum
Gaata Hai Mausam, Gaate Hain Panchhi
Gaati Hain Yeh Vaadiyaan

Aur Hum Tum, Aur Hum Tum, Aur Hum Tum.

Share your thoughts

Madhuri dixit, Anu malik, Alka yagnik songs, Nana patekar, Madhuri dixit dance, Ajay devgan madhuri dixit movie, Alka yagnik, Madhuri dixit anil kapoor all movie, Madhuri dixit anil kapoor movie, Kumar sanu hit songs, Yaraana madhuri dixit, Kumar sanu alka yagnik, Madhuri shankar dixit nene, Kumar, Ajay devgan madhuri dixit, Ajay devgan madhuri dixit love story movie, Madhuri dixit movie, Madhuri dixit songs, Madhuri dixit movies, Best of madhuri dixit