Atma Marti Na Bigadti Na Song Lyrics from the movie/album Mangni released in the year 2016 starring Raja Bundela, Saahil Chadha. The song Atma Marti Na Bigadti Na was sung by S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki), S. P. Balasubrahmanyam. This movie/album was directed by B.R. Ishara. The music was given by Omkar Prasad Nayyar. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi

Atma Marti Na Bigadti Na Lyrics

Atma Marti Atma Marti Na
Bigadti Na To Jalti Hain
Jism Marta Hain
Bigadta Hain Jal Jata Hain
Atma Marti Na
Bigadti Na To Jalti Hain
Jism Marta Hain
Bigadta Hain Jal Jata Hain
Atma Marti Nahi Hain

Baad Marne Ke Insaan Ko
Kya Gham Hota Hain
Baad Marne Ke Insaan Ko
Kya Gham Hota Hain
Apni Karni Ka
Haatho Se Bij Bota Hain
Apni Karni Ka
Haatho Se Bij Bota Hain
Atma Marti
Atma Marti Na
Bigadti Na To Jalti Hain
Jism Marta Hain
Bigadta Hain Jal Jata Hain
Atma Marti Nahi Hain

Jism Dhoka Hain
Mohabbat Ka Fana Ho Jaaye
Jism Dhoka Hain
Mohabbat Ka Fana Ho Jaaye
Atma Pyaar Ko
Chhu Le To Amar Ho Jaaye
Atma Pyaar Ko
Chhu Le To Amar Ho Jaaye
Atma Marti
Atma Marti Na
Bigadti Na To Jalti Hain
Jism Marta Hain
Bigadta Hain Jal Jata Hain
Atma Marti Na
Bigadti Na To Jalti Hain
Jism Marta Hain
Bigadta Hain Jal Jata Hain
Atma Marti Nahi Hain.

Share your thoughts

No Keywords