Arz Ke Saye Lyrics | Mumbai 118 | Tarannum Mallik | Liyakat Ajmeri

Arz Ke Saye Lyrics | Mumbai 118 | Tarannum Mallik | Liyakat Ajmeri

Walla walla
Walla walla
Walla walla
Walla walla
Arz ke saye jamee pe aaye
Ishk ke badal husan pe chhaye
Arz ke saye jamee pe aaye
Ishk ke badal husan pe chhaye
Nasha ye halka halka
Meri ankho se chhalka
Nasha ye halka halka
Meri ankho se chhalka
Haya ka aanchal ab ye meri julfo pe dhalka
Walla walla
Walla walla
Walla walla
Walla walla

Duri hai kyu ab darmiya
Kuch to kaho kyu hai khamosiya
Dil ko to hai tera junun
Taswur me hai teri parchhayiya
Maja lele is pal ka
Kya bharosa hai kal ka
Maja lele is pal ka
Kya bharosa hai kal ka
Chaho ya na chaho tum
Mamla hai ye dil ka

Ho ru baru tu meri hasti se
Aa mere vajud ki basti me
Teri madhosi meri behoshi
Ho mast tu ishk ki masti me
Mahka hua alam sara lelo jara mujhko aghos me
Bhula ke jaha ho meharba kho jaye ham na rahe hosh me
Najar se najar mila le
Sama ye hasin bana le
Najar se najar mila le
Sama ye hasin bana le
Mere sune gulsan me khusi ke gul khila le

Arz ke saye jami pe aaye
Ishk ke badal husan pe chhaye
Arz ke saye jami pe aaye
Ishk ke badal husan pe chhaye
Nasha ye halka halka
Meri ankho se chhalka
Nasha ye halka halka
Meri ankho se chhalka
Haya ka aanchal ab ye meri julfo pe dhalka
Walla walla
Walla walla
Walla walla
Walla walla

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *