Arre Na Na Na Na… Tauba Tauba… Song Lyrics from the movie/album Aar Paar. The song Arre Na Na Na Na… Tauba Tauba… was sung by Geeta Dutt, Mohammad Rafi. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Arre Na Na Na Na… Tauba Tauba… Lyrics

Arre Na Na Na Na…… Tauba Tauba…..
Yes Tauba And Not Tauba
Main Na Pyar Karungi – 2 Kabhi Kisise
Tauba Re Balam Tauba Tauba

Arre Wah Wah Wah….. Aisa Kaisa Hoga
Tauba Kay Ko Karta -2, Pyar Se Darta
Aisa Re Sanam Kaisa Hoga

(Darde Jigar Se Main Weak Hu Bahut, Karo Aaisa Na Julam
Are Ho Jayenga Fail Abhi Heart Hamara Tere Sar Ki Kasam) – (2)
(Chhi Chhi Chhi….. Karo Na Aisi Bat
Dekho Dekho Dekho Chhodo Ji Mera Hath) – (2)
Arre Wah Wah Wah….. Aisa Kaisa Hoga

(Tu Jo Kahe Dharati Me Kuwa Khod Dalu, Du Yeh Duniya Ujad
Tu Jo Kahe Chadh Jau Lambe Lambe Ped, Unche Unche Ye Pahad) – (2)
(Rich Ka Tu Ankal, Bandar Ka Tu Baap, Mara Baap
Thoko Nahi Bandal, Rahoji Chup Chup) – (2)
Arre Wah Wah Wah….. Aisa Kaisa Hoga

Sach Kaho Ratko Akele Me Dhadakata Toh Hoga Tera Dil
Karta Toh Hoga Tera Mann, Karu Do Do Batiya Kisise Hilmil
(Hu Main Koyi Rogi, Ajab Teri Bat
Soti Hu Maje Se Main Sari Sari Rat) – (2)
Arre Wah Wah Wah….. Aisa Kaisa Hoga

Share your thoughts

Geeta dutt, Are tauba yeh teri ada geeta dutt - 12' o clock, Na na na tauba tauba main na pyaar karoongi, Aarti (1961) na na na tauba tauba (from ''aar paar), O p nayyar, Tauba, Lyrics, Geeta dutt mohammad rafi classic bollywood scores, Are na na na na tauba taubf karaoke, Geeta bali, Mohammed rafi, Mohammad rafi, Are na na na tauba tauba, Best of o p nayyar, Are na na na na tauba tauba, Tauba tauba, Qamar lyrics, Geeta, Na na na na tauba tauba karaoke, Na na tauba tauba