Tere liye hai sans chalti
Tere liye hi aahein bharte
Tere bina suna
Mera jahan
Tumhare liye dil dhadkata hai
Tumhare liye hi behakta hai
Tumhare bina ji mera kahin
Lagta nahin
Tumhare liye dil dhadkata hai
Tumhare liye hi behakta hai
Tumhare bina ji mera kahin
Lagta nahin
Zindagi toh nahi
Zindagi ko nahi
Zindagi milgayi
Armaan jage
Fida huye
Fanna huye
Tere pyar mein
Armaan jage
Fida huye
Fanna huye
Tere pyar mein
Meri duaao ka hi to asar hai
Dekhte dekhte tu khuda ban gaya
Meri duaao ka hi to asar hai
Dekhte dekhte tu khuda ban gaya
Yun tut kar barse
Aaj mohabbat
Jism se ruh tak rasta ban gaya
Yun sukun na mile
Mujhko pehle kabhi
Armaan jage
Fida huye
Fanna huye
Tere pyar mein

