Arey Re Arey Kya Huwa – II Lyrics | Dil To Pagal Hai | Lata Mangeshkar, Udit Narayan | Uttam Singh

Yad kuchh aata nahee yeh huwa kabse
Ho gaya mushkil chhupana aaj yeh sabse
Tum kahu toh mang lu mai aaj kuchh rab se
Arey re arey kya huwa koyee na pehchana
Arey re arey banta hai toh ban jaye afsana

Samne hain raste ham gujar jaye
Ya kisike waste ham thehar jaye
Abb yaha tak aa gaye abb kidhar jaye
Arey re arey kya huwa koyee na pehchana
Arey re arey banta hai toh ban jaye afsana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *