Help Me
Are Wo Aadmi Jo Mere Samne Khada Hai
Wo Hai Lafanga Mere Pichhe Pada Hai
Are Wo Aadmi Jo Mere Samne Khada Hai
Wo Hai Lafanga Mere Pichhe Pada Hai
Jaldi Se Jaao Police Ko Bulao
Meri Jaan Chhudaao
Help Me Help Me
Wo Aadmi Jo Mere Samne Khada Hai
Wo Hai Lafanga Mere Pichhe Pada Hai
Wo Aadmi Jo Mere Samne Khada Hai
Wo Hai Lafanga Mere Pichhe Pada Hai
Jaldi Se Jaao Police Ko Bulao
Meri Jaan Chhudaao
Help Me Help Me
Mujhe Akela Samjh Ke Kisne Chheda Hai
Raah Me Ghera Hai Ye Aashik Mera Hai
Mujhe Akela Samjh Ke Kisne Chheda Hai
Raah Me Ghera Hai Ye Aashik Mera Hai
Rang Rup Mera Ye Chura Ke Le Jayega
Lagta Hai Mujhe Ye Utha Ke Le Jayega
Tauba Meri Tauba Mujhe Khatra Pada Hai
Wo Hai Lafanga Mere Pichhe Pada Hai
Tauba Meri Tauba Mujhe Khatra Pada Hai
Wo Hai Lafanga Mere Pichhe Pada Hai
Jaldi Se Jaao Police Ko Bulao
Meri Jaan Chhudaao
Help Me Help Me
Ho Isne Aji Meri Ek Cheez Churai Hai
Kahi Chhupai Hai Meri Duhai Hai
Isne Aji Meri Ek Cheez Churai Hai
Kahi Chhupai Hai Meri Duhai Hai
Are Sach Ke Taraju Me Ye Juth Tul Jayega
Iski Talashi Lo To Bhed Khul Jayega
Ye Ladki Jo Mere Samne Khadi Hai
Are Mai Nahi Ye Mere Pichhe Padi Hai
O Isne Ye Jhutha Afsana Gadha Hai
Wo Hai Lafanga Mere Pichhe Pada Hai
Jaldi Se Jaao Police Ko Bulao
Meri Jaan Chhudaao
Help Me Help Me
Please Help Me
Are Wo Aadmi Jo Mere Samne (Help Me) Song Lyrics from the movie/album Aag Se Khelenge released in the year 2018 starring Jeetendra, Anil Kapoor. The song Are Wo Aadmi Jo Mere Samne (Help Me) was sung by Amit Kumar, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Bhaskar Shetty. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts