Are Na Na Na Na Na Na Tobaa Tobaa Lyrics | Aar Paar | Mohammed Rafi, Geeta Dutt | O P Nayyar

Are Na Na Na Na Na Na Tobaa Tobaa Lyrics | Aar Paar | Mohammed Rafi, Geeta Dutt | O P Nayyar

Arre na na na na na na tauba tauba
Main na pyar karungi
Main na pyar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba
Arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga
Tauba kayko karta
Tauba kayko karta pyar se darta aisa re sanam kaisa hoga

Dard-e-jigar se main weak hu bahut
Karo aisa na julam
Are ho jayenga fail abhi heart hamara tere sar ki kasam
Dard-e-jigar se main weak hu bahut
Karo aisa na julam
Are ho jayenga fail abhi heart hamara tere sar ki kasam
Chhi chhi chhi chhi chhi chhi
Karo na aisi baat
Dekho dekho dekho
Chhodo ji mera hath
Chhi chhi chhi chhi chhi chhi
Karo na aisi baat
Dekho dekho dekho
Chhodo ji mera hath
Arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga
Tauba kayko karta
Tauba kayko karta pyar se darta aisa re sanam kaisa hoga
Arre na na na na na na tauba tauba
Main na pyar karungi
Main na pyar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba

Tu jo kahe dharti me kuwa khod dalu
Du yeh duniya ujad
Tu jo kahe chadh jau lambe lambe ped
Unche-unche ye pahad
Tu jo kahe dharti me kuwa khod dalu
Du yeh duniya ujad
Tu jo kahe chadh jau lambe lambe ped
Unche-unche ye pahad
Richh ka tu ankal
Bandar ka tu baap
Mara baap
Thoko nahi bandal
Raho ji chup-chup
Richh ka tu ankal
Bandar ka tu baap
Mara baap
Thoko nahi bandal
Raho ji chup-chup
Arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga
Tauba kayko karta
Tauba kayko karta pyar se darta aisa re sanam kaisa hoga
Arre na na na na na na tauba tauba
Main na pyar karungi
Main na pyar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba

Sach kaho raat ko akele me dhadakta toh hoga tera dil
Karta toh hoga tera man karu do-do batiya kisise hilmil
Sach kaho raat ko akele me dhadakta toh hoga tera dil
Karta toh hoga tera man karu do-do batiya kisise hilmil
Hu main koyi rogi
Ajab teri baat
Soti hu maje se main sari sari raat
Mk
Hu main koyi rogi
Ajab teri baat
Soti hu maje se main sari sari raat
Arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga
Tauba kayko karta
Tauba kayko karta pyar se darta aisa re sanam kaisa hoga
Arre na na na na na na tauba tauba
Main na pyar karungi
Main na pyar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba
Arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga
Arre na na na na na na tauba tauba
Arre wah wah wah wah
Arre na na na na na na
Arre wah wah wah wah

Movie Aar Paar
Singer Mohammed Rafi, Geeta Dutt
Director Guru Dutt
Music Composer O P Nayyar
Lyricist Majrooh Sultanpuri
Star Cast Guru Dutt, Shakeela, Shyama, Jagdeep, Jagdish, Johnny Walker, Tun Tun, Rashid, Sethi, Noor Jahan, Amir Bano, Bir Sakuja, Rajendra, M A Lalif

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *