Are Ladkaa Hai Chaand Jaisa Ladki Chakori
Allaah Salamat Rakhe Dono Ki Jodi
Sone Ka Palang Banana Bistar Pe Taare Bichhana
Chanda Ki Doli Me Bitha Ke
Dulhan Ko Tum Le Jaanaa
Chanda Ki Doli Me Bitha Ke
Dulhan Ko Tum Le Jaanaa
Sone Ka Palang Banana Bistar Pe Taare Bichhana
Chanda Ki Doli Me Bitha Ke
Dulhan Ko Tum Le Jaanaa
Hoy Sone Ka Palang Purana
Doli Ka Guzraa Zamana
Dulhan Ko Baanho Me Uthaa Ke
Le Jaayega Ye Divanaa
Dulhan Ko Baanho Me Uthaa Ke
Le Jaayega Ye Divanaa
Are Hire-moti Ki Anguthi Na Chaandi Ki Surmedaani
Mister Zero Filmy Hero Jeb Me Khaali Prem-kahaani
Daulat Naa Dekho Mere Dil Ko Dekho
Chhup Ke Akele Me Tum Humse Mil Ke Dekho
Tu Kaisa Chhaila
Nahle Pe Dahlaa
Tu Sabko Chhede
Par Pyaar Hai Mera Pahla
Vo Kaun Hai Bolo
Vo Teri Ek Saheli
Par Kaisi Hai Vo
Laakho Me Ek Akeli
Jo Vo Naa Maane To
Us Se Puchh Ke Dekho
Us Ki Surat Pe Likhaa Hai
Mere Pyaar Ka Afsana
Sone Ka Palang Banana Bistar Pe Taare Bichhana
Chanda Ki Doli Me Bitha Ke
Dulhan Ko Tum Le Jaanaa
Chanda Ki Doli Me Bitha Ke
Dulhan Ko Tum Le Jaanaa
Hoye Are Ladkaa Hai Chaand Jaisa Ladki Chakori
Allaah Salamat Rakhe Dono Ki Jodi
Hoye Are Ladkaa Hai Chaand Jaisa Ladki Chakori
Allaah Salamat Rakhe Dono Ki Jodi
Acchaa-acchaa Teraa Pyaar Agar Hai Saccha
Hum Ladki Se Puchh Ke Kar Denge Ye Rishta Pakka
Ladki Ki Band Zubaan Hai Iskaa Matlab Haan Hai
Lagtaa Hai Haan-naa Ke Bich Me Ladki Teri Jaan Hai
Chal Meri Banno
Ye Sharm Chhod De
Dil Tod De
Yaa Dil Ko Jod De
Aankho Me Itnzaar Hai
Ye Dil Bhi Bekraar Hai
Isi Kaa Naam Pyaar Hai
Mujhko Pyaar Hai Mujhko Pyaar Hai
Ab Tum Kuchh Bhi Bolo
Ye Laaj Kaa Ghunghat Kholo
Re Jaa Re Jaa Na Chhed Is Ko
Gaa Ke Aisa Filmi Gaanaa
Sone Ka Palang Banana Bistar Pe Taare Bichhana
Chanda Ki Doli Me Bitha Ke
Dulhan Ko Tum Le Jaanaa
Chanda Ki Doli Me Bitha Ke
Dulhan Ko Tum Le Jaanaa
Chanda Ki Doli Me Bitha Ke
Dulhan Ko Tum Le Jaanaa
Are Ladakaa Hai Chaand Jaisaa, Sone Kaa Palang Banaanaa Song Lyrics from the movie/album Love You Hamesha released in the year 2018 starring Akshaye Khanna, Sonali Bendre. The song Are Ladakaa Hai Chaand Jaisaa, Sone Kaa Palang Banaanaa was sung by Udit Narayan, Ila Arun, Kavita Paudwal. This movie/album was directed by Kailash Surendranath. The music was given by A R Rahman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts