Are Dekh Li Teri Bambai Roz Musibat Yaha Nayi
Are Dekh Li Teri Bambai Roz Musibat Yaha Nayi
Pathar Dil Insan Yaha Jane Mohabbat Kaha Gayi
Jane Mohabbat Kaha Gayi
Are Dekh Li Teri Bambai Roz Musibat Yaha Nayi
Jitne Hai Daulat Wale Yaha Bambai Hai Jannat Unke Liye
Saman Hai Dil Bahlane Ko Majburo Ki Izzat Unke Liye
In Izzat Lutne Walo Ki In Izzat Lutne Walo Ki
Jane Izzat Kaha Gayi Are Jane Izzat Kaha Gayi
Are Dekh Li Teri Bambai Roz Musibat Yaha Nayi
Pyar Sabhi Karte Hai Yaha Par Dil Me Kisi Ke Pyar Nahi
Bas Wafa Ki Bate Karte Hai Par Koi Kisi Ka Yar Nahi
Bewafa Hai Kyu Sab Log Yaha Bewafa Hai Kyu Sab Log Yaha
Jane Murabbat Kaha Gayi Jane Murabbat Kaha Gayi
Are Dekh Li Teri Bambai Roz Musibat Yaha Nayi
Pathar Dil Insan Yaha Jane Mohabbat Kaha Gayi
Jane Mohabbat Kaha Gayi
Are Dekh Li Teri Bambai Roz Musibat Yaha Nayi
Are Dekh Li Teri Bambai Song Lyrics from the movie/album Oh Bewafaa released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Anil Dhawan. The song Are Dekh Li Teri Bambai was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Sawan Kumar Tak. The music was given by Vedpal Varma. The lyrics were Penned by Sawan Kumar
Share your thoughts