Aramaano Ki Basti Me
Aramaano Ki Basti Me Hum Aag Lagaa Baithe

Ae Dil Teri Duniyaa Ko
Ae Dil Teri Duniyaa Ko Hum Aap Lutaa Baithe
Jab Se Tumhe Pahlu Me
Jab Se Tumhe Pahlu Me Hum Apne Basaa Baithe

Dil Hum Ko Ganva Baithaa
Dil Hum Ko Ganva Baithaa Hum Dil Ko Ganva Baithe
Dil Hum Ko Ganva Baithaa Hum Dil Ko Ganva Baithe
Aramaano Ki Basti Me Hum Aag Lagaa Baithe
Paani Me Bahaa Denge
Paani Me Bahaa Denge Ghadiyaa Teri Furqat Ki

Hum Aankho Ke Pardo Me
Hum Aankho Ke Pardo Me Saavan Ko Chhupaa Baithe
Hum Aankho Ke Pardo Me Saavan Ko Chhupaa Baithe
Aramaano Ki Basti Me Hum Aag Lagaa Baithe
Ae Dil Teri Duniyaa Ko Hum Aap Lutaa Baithe
Aramaanon Ki Basti Men Song Lyrics from the movie/album Shirin Farhad released in the year 2018 starring Jayant, Ragini. The song Aramaanon Ki Basti Men was sung by Shamshad Begum. This movie/album was directed by Prahlad Dutta. The music was given by Rashid Atre. The lyrics were Penned by D N Madhok
Share your thoughts